کیوں الجھنیں دیتی ہو مجھے،
کیوں سایا نما محور میں باندھا ہے مجھے
یوں حقیقت سے دور کہیں مجھ سے ملنا تمہارا
میری کھلی آنکھوں کو اب مشکل ہیں کھونا تمہارا
کیوں لفظوں کے قید میں آتے نہیں ہو
کیوں اذیت زدہ حقیقت میں ساتھ نہیں ہو-
Na hi tum nazr ma ho, Na hi tum pass betha ho,
Phr bi meri khalwaton ko pamaal kr baethe ho.-
مقناطیس کے مانند کچھ جذبے يوں احساس رکھتے ہیں
پاس آرہے ہیں یوں دور جاتے ہوئے۔
-
Tuje Fursat mile toh dekh lena
Woh jo ehwal siye hai dil main
Teri tawajh se khul jaye ge raaz mere
Tu marham numa aabe zam zam ha mera-
“Nasha tha uski jhooti batoon mai,
Wo waqat guzaarty rahy aur hum aadii hote gaye”.
-Na Maloom.
-
“Nahin mila hai koi tujh sa aaj tak mujhko,
Phir ye sitam alag hai ke mila tu bhi nahin.”
-Jaun Elia.-
Kaash muhabbat bi cornona kai jaise hoti
Hum unhe chuvte aur unhe bi ho jati
-
Matlab kai bina kisi ko kon pochta ha saki
Bagair rouh ka to ghar wale bi nahi rakte-
Kisi ki kya majal thi jo koi hame kharid sakta,
hum to khud hi bik gaye kharidar dekh ke…
-