Jo ba-kirdaar ho,
Usko sayaani kon kahe.
Kisi mazdoor ki beti ko,
Rani kon kahe.-
Kuch Lamhe ki azaadi , fir Wahi Zindagani h ...
Chotey shehr me... read more
Meri soch thi,
Ki meri awaaz kisi ki rahat thi.
Mai sochta reh gaya,
Woh aage nikal gaye.-
रात से जंग, कोई खेल नहीं,
तुम चरागों मैं, इतना तेल नहीं।
मै जब चाहूंगा छोड़ जाऊंगा,
एक सराये है जिस्म, जेल नहीं।
-
बड़े शोलों से गुज़रने की बातें करता है तू "एहसाज़",
एक मुहब्बत की चिंगारी से दिल जला बैठा है।
-फरहान एहसाज़-
गीले शिकवे सभी वक़्त के तकाज़े है,
हम भी भटक रहे है,
कभी इस वक़्त में, कभी उस वक़्त में।-
Yun to uske deed ke kaabil nahi main magar,
Ussey kaho ke meri dard ki dawaa likh ke de,
Mai jaaga karta hoon aksar chaand raat'on mei,
Ussey kaho mere har du'a ki keemat likh ke de,
Yeh ehd-e-tark-e-rasm-e-ishq,
Mei kya rakha hai,
Usey kaho mujhe rasm-e-wafa likh ke de.
-
Hazaro dard samaye hai mujhmei,
Ab kisko kya samjhaun main,
Ab koi shauk nahi raha,
Koi muhabbat nahi rahi.
-
Nazrein ehsaaz teri ,
Ek aar paar ka shisha hai,
Jisse tere dil ka haal,
Bakhubi dikhta hai.-
Subah ki pehli dhoop ki,
Kaatilana chaal hai,
Ye saazishein hai karti,
Tere ishq ki khumaari.
صبح کی پہلی دھوپ کی،
قاتلان چال ہے،
یہ سازشیں ہے کرتی،
ترکی عشق کی خوماری۔
-