Falak ❄️  
6.8k Followers · 31 Following

Love to write💐
An engineer
An athlete
Football lover😍
Insta id:- #_amitku_p #
Do visit.
Joined 22 March 2019


Love to write💐
An engineer
An athlete
Football lover😍
Insta id:- #_amitku_p #
Do visit.
Joined 22 March 2019
3 AUG 2024 AT 0:36

Bharam hai......
Na hoke bhi hona ka yehsaas hona... jab paya hi nhi to kya khona...

-


23 JUL 2024 AT 23:05

Mohabbat ho to mosam sayrana bane...
Koi mile to ham bhi diwana bane...
Bhot din ho gye, socha likhate hain,
Kya pata koi tarana bane...

-


5 MAY 2024 AT 0:27

Garmi is sal itni hai,
ki aag laga do tab bhi kuch nhi hota...
hamko jalane chale the nadan,
Hme bhi pata hai is jamane me ishq-mohhabat kuch nhi hota..

-


25 FEB 2024 AT 23:02

Kuch sunaye , iski bhi aada chahiye..
Hamko sanam tumse ek waada chahiye..
Ruth jaye agar ham, To hamko sanam,,
pyara utna hi hamko zada chahiye...
Hamko sanam ek waada chahiye

-


1 JAN 2024 AT 13:52

Yaad kar ke bhi kya kar loge tum
Par Bhul jana bhi samjdaari nhi ,,
Sikh jou agar tumne ki galatiya ... To Baat ho
Sirf Naya Saal manana kafi nhi...
    
    HAPPY NEW YEAR TO ALL YOURQUOTE FAMILY .

-


30 DEC 2023 AT 23:29

Tujhe jis lafzo se pukara gya hai..
Kya samjh me nhi aati tujhe,
Kis trah tere bin, din gujara gya hai..

Ki Tham gai hai wo nehare (aansu)...
Ki itni hai dard gehare...
Ki Dard ko is tarh Dabaya gya hai..

Tujhe jis lafzo se pukara gya hai..
Kya samjh me nhi aati tujhe,
Kis trah Dard ko Dabaya gya hai...

-


26 DEC 2023 AT 23:30

Jara najdik to aao..
Ek Kadam tum bhi to badhawo...
Nazaro ko rehane do nazro me, Yun na Hatawo...
Ek Kadam tum bhi to badhawo..


Khuli rehane do Julfo ko , Badal ban jane do...
Bheeg Jaye mohhabt me, Jara najdik to aao..
Ek Kadam tum bhi to badhawo...

-


25 DEC 2023 AT 23:37

आप बताइये खबर, बेख़बर है हम.. ना ढूंढो कान्ही, इधर है हम... याद आने की अब तो इंतहा हो गई,, जिस तरह याद हो तुम, क्या याद है हम??

Aap batow Khabar, bekhabar hai ham..
Na dhundho kanhi , idhar hai ham...
Yaad aane ki ab to intaha ho gai,,
Jis trah Yaad ho tum, kya yaad hai ham ??

-


25 NOV 2023 AT 21:16

Reh na masruf itna,,
Tujhe, Teri bhi na yaad aaye...
Ki Kitna karta hun tujhe yaad,,
Ham kya bataye...

-


20 NOV 2023 AT 19:51

Ki gam hai ki tune Pukara nahi...
Maine Mana tere siva koi Sahara nhi...
Par jo ho gai bhul, wo dubara nhi ...
Sangharsh ke Bina Guzara nhi...

-


Fetching Falak ❄️ Quotes