Jisim ka haal poochnai wali duniya ko khuda na samaj,
khuda toh vo hain jo haal-e-dil sai waqif hoon-
Dil ke Zakhmu ko See kar
Kyon marham lagana bhul gaye
Aaye the mujhe pura karne
Phir kyon adhura rakhkar he chod Gaye
Umeed-e-Wafa ki aash dai kar
Kyon bewafa muh modh gaye
Vo aaye the muskurana sikhane
Aur muskurahat lekar chale Gaye
Jaan ho tum khekar
Kyon Anjan kar Diya
Bewafaye ke Bazaar mein
Kyun Mohabbat bulakar Badnaam kar Diya
-
Agar Mohabbat gunah hai
To chalo Guna karte Hain
Nafrat to Bazaar mein aam hai
Chalo bazar hi Badal dete Hain
Milta nahin yahan koi ahle Wafa
Chalo ham hi ban jaate Hain
Khasara bahot karke dekh liya
Chalo Aaj munafa karke dekh lete hain
Bahut rahleyai dusron par inhisaar
Chalo Aaj khud chal kar dekh lete Hain
-
"I don't have any pain ,I'm the pain
I don't need any remedy,I need the cure!"-
"Just because I love without expectations, I get disappointed rather than reciprocated!"
-
Tere aakhu mai basai jaha ka aak chota sai tara banachata hoon,Phir chahey vo tara humaisha basai na basai magar auski rooshni humaisha basana chahata hoon!
-
"Kon rehta hain sharaab mai nasha hoota hain agar hota toh maykhaane abhi joom rahai hootai, Nasha toh maashok ki aakhu mai hain jissmai doobh kar majnu joom uthtai hain!"
-