8 JUN 2018 AT 21:42

Kabhi arsh par kabhi farsh par
Kabhi un ke dar kabhi dar badar
Gam_e aashqi tera shukriya main Kahan Kahan see guzar Gaya

Kabhi hoon raste par tanha
Kabhi hoo guroob _e sehra
Main junoon ka Humsafar hoon
Mera koi Ghar ni Hain.

- Faizan