Faizan Muzaffar   (Faizan)
79 Followers · 43 Following

we differ, therefore we exist.

ASTRINGENT (STREET POET)🍁
Joined 1 October 2017


we differ, therefore we exist.

ASTRINGENT (STREET POET)🍁
Joined 1 October 2017
4 JUN 2022 AT 18:28

Mere ishq se pehle uski aik kahani thi
Jawani jawani jawani thi
Rahi jo khuli kitab thi padi gard ki maar thi
Sabab bhula kr jb mera haath thama tha
Goya mujhe bi aik aashiq paya tha
Rahi mulaqate waade pr saare aadhe aadhe
Goya iske dil ne purana marham dobara chaha tha
Rahi fitrat meri aur tawaqa teri juda juda
Huwi tu kisi aur ki mehandi rahi tu kisi aur ki rawani




-


27 JAN 2022 AT 17:53

Mohabbat guzarish iltija se aage badh kr anjaam pa chuka ha
Ye sung dil mera umeed chor chuka ha
Rahuga kabhi ma uske khayalu ki fahrist ma aage
Wo bewafa tb bi mujhe doosra chuna ha
Milegi umeed usko ashku ki liyaqat se
Wo nadaan mera pata meri gali ma puch raha ha

Suno meri khidki ma uski parchaiye dekhi gyi ha
Wo rehbar andha ban kr doosre makaan ma chalne laga hain— % &

-


26 JAN 2022 AT 23:00

دیا مجھے دشت نے فریب یہ حادثہ یوں ہوا
اک گلی سے ہو کر گزرا اور آج بی راہ میں دیکھا گیا
رہی آج بھی میری نظر اسکی آنکھو پے
رہا میرا دھیان اسکے ہاتھوں پے
سنگ مر مر کادل پایا تھا اور کھو کر دشت بھی نبھا یا تھا
محبتوں کی حد دیکھ کے حیران چشم نے قریب پکارا تھا
اور کہا
رہی ُفیضان محبت نسیبوں کی بات
رہی امید میرے اشعاروں کی چال
— % &

-


25 JAN 2022 AT 22:52

Kuch mohabattun ka zikr na ho tou acha ho
Kuch faasle sada rahe tou acha ho
Guzre jo lamhe ho un se kinara hou tou acha ho
Shikst mili thi wo deewar pe likha ho tou acha ho
Rahe uske liye dil ma khidki khuli tou acha ho
Mila wo kabhi shahar ma tou gaon walu ka naseeb acha ho
Ab nahi honi mulaqat ghar anwaar acha ho
Chandd safoo ma mohabbat ka janaza likha ho tou acha ho

-


29 DEC 2021 AT 22:28

What are the consequences of not falling in love with yourself?

-


25 DEC 2021 AT 23:36

This apocalypse of your tyranny flees through the hell gate proceeding backdoor of my heart where I kept you at liberty

-


23 DEC 2021 AT 14:17

We are the slaves to the end of the deal

-


15 DEC 2021 AT 13:59

Wo izzat ki nilami krte ha sadkoon pe danga krte ha
Maujiza ye ha ki takht-nashee isse khazane abaad krte ha
Shab bhar dastak aaye tou awaaz ounchi nahi krte
Mamla safeer ko bataye tou pesh raft nahi krte
Sadiyu se ye aapbeeti hum qaseedu ma likhte ha
Jawaaz apne makaan ki tooti khidkiyun ko batate ha
Bhar chuka ha samandar lahu ma
Taer be aaye to mila ha kinara ashku ma
Sukhanwar meri daleel se araam kamate ha
Meri maut ka ilzam mere bachu pe lagate ha

-


30 NOV 2021 AT 14:10

mohabbat rahi chaar din zindagi mai
Raha chaar din ka asar zindagi bhar



Anwar Shuoor

-


8 NOV 2021 AT 22:57

wailing doors to her heart demanded all mine purposeful effort to cling the nucleus of her heart
She shreaded sapphires to please a heart of stone
Hasn't the mother collected rubbles of daughter's agony
Haven't the houses heard the sobs
she wears a happy face as she befuddles the soul that made her apathetic
She consoles her nights to advent of sunrise of fewer sufferings

-


Fetching Faizan Muzaffar Quotes