Main ne wafa kiya tha usse..
Wo bewafaai kar gaya mujh se..
Sath rehne ki kasme khaya tha jisne..
Wo nibhaya na gaya usse..
Main ne dekha hai aaj kal usse..
Bhut masgul rahti hai sabho me ..
Malum parta hai khush rehta hai wo bina mere apno me..
Chalo mohabbat kiya tha usse kabza to nahi tha..
Wo janha khush rahe mohabbat tha apna to nahi tha..
Bas arzo thi usse milne ki..
Ek sawal tha..usse karni thi..
Ye kyn? jo dil me sawal kar gaya hai..
Bas jawab chahta tha bicharne ki..✍️
-