Tumhara ishq mujay dehshat mai le aaya hai....!!!
Tumhare hijr ka wehshi damhaal bakei hai....!!!
Ajeeb mout mili hai mujay muhabbat mai....!!!
Mai uss per mer mita houn lekin intikaal bakei hai....!!!-
#kashmiri_writer.
Naa kare koi mujh sai baat tou koi gum nahi....... read more
Wo jo huwa kerti thi meri rooh-e-aks kabi,
Pal rahi hai aaj kissi aur daaman k saaye tale.
Cheen ker mujh sai meri rooh bus ye libaas chod gayi wo,
Dafan na ker k samjhti hai bada ahsaan ker gayi wo.
Wo teergi, wo iztiraab, Ye tafakur, ye aziyatien sab uss k hijr ka kamaal hai,
Wo jo hakim tha mera kabi jaziira hee chod gaya hai.
Abb bus Ranj-o-gum hai tawaqqo ki koi gunjaish nahi,
Mout tou ik din aani thi tou wo aaj hee sahi.-
Nigahoun sai badal jaati hai maikhanoun ki rounaken,
Badal jaate hai aashiyane b kissi ferxi banawat sai....!!!
Chand lafxoun mai bayan kerte hai wo ik arse ki saazishen,
Kaffan mai baand ker ginte hai hamari muhabbat k fasaane....!!!-
Tarasta reh gaya mai teri deed ko tuu tasawur mai kissi aur ka hou betha....!!!
Kya humse teri hifazat na huwi ya perwaane ki tarah kissi Chirag pe mer betha....!!!-
Likhta gaya mai husratein dunya ki bohot, per tasavure yaar kabi izhaar na hou....!!!
Jo doondne gaya apne qalb mai uss k naqsh-e-paa, jo wo b na hou, tou hum b na hou....!!!-
Zakhmon sai likha uss ka naam hai mere jism per....!!!
Haal be-zaar hai mera uski firaaq mai....!!!
Mehr-o-maah sai ker raha baatein houn subah shaam....!!!
Bun gaya sukhan-var aur likh raha jaan-e-gazzal uski yaad mai....!!!-
Shant hou ker b najane kyu mai mooju ka tala tum ban raha houn....!!!
Dard itne hai seene mai jaise atfal_e_ khilona ban raha houn....!!!
Ishq aankhon sai ye keh ker nikla, tuu apne baad ka mera haal sounch tou sahi....!!!
Youn tou toote huwe patoun pe uska naam likha kerta tha, aaj kaanton sai apna girebaan chudaye toh sahi....!!!-
Teri mushkil na badawun gaa chala jawun gaa, ishq aankhon mai chupawun gaa chala jawun gaa....!!!
Apni galiyon sai tuu mujh ko nahi dena kuch b, bas tumhe dekhne aawun gaa chala jawun gaa....!!!
Aur apni dehleez pe kuch deer pada rehne de, jaise hee housh mai aawun gaa chala jawun gaa....!!!-
Unki yaadein abb shikayat bun gayi hai....!!!
Unki muhabbat abb adawat bun gayi hai....!!!
Iss bedard Zamaane mai abb hum rehnuma nikle....!!!
Abb khuda jane ki wo xindagi kaise guzare....!!!-
Nature shows us only the tail
of the lion. But I do not doubt
that the lion belongs to it even
though he cannot at once reveal
himself becox of his enormous size.-