Aapki muhabbat
Aapki naraazgi
Sab manzoor hai humein,
Siwaaye aapki khamoshi ke
Aap mere zindagi ke phool mein
Wo roshan dhoop ho
Jisse dekh kar meri subah hoti hai
-
Fasana ~ fiction
हर एक बात पे कहते हो तुम कि तू क्या है
तुम्हीं कहो कि ये अ... read more
SOMETIMES it's good to not get understand
what's changing in their life.
Just because they're disoriented people.-
Rah dekha ke humein
Wo dusre kafila mein ja mili,
Hum unhein talashte rahe
Apne mukammal safar mein,
Mukhtalif the humaare aur unki -
Safar, kafila, manzil
Aakhir mein humne jana
Unka saath ek fasana tha.-
Hamdardi kai baar
Insaan ko khaa jati hai
Na hamdardi krne se ,
Balke kisi ko apna hamdard banane se
Aur insaan ye bhul jata hai....
Wo ehsaas sirf hamdardi hai
Na ki "Lal Ishq"!-
जंग होगी अब तो आमने सामने वाली,
और तबाह इस वक़्त तुम होंगे।
- फहद अहमद-
IZAHAAR muhabat ka krna bhul baithe hai
Tumhare alfaaz ka intezar rehega
Par kabhi izahaar bhi nhi ho payega,
Mana ye duniya diwani hai tumhari
Par ham Izhaar~e~Ishq se,
Aab parheez karna pasand krte!-
Mere kamre ki khidki,
Isne dekha hai
mere haste howe chehre ko rote howe
Isne dekha hai
mere muhabat ko bekharte howe
Isne dekha hai
mere wafa ko bewafa tabiyat se milte howe,
Isne dekhaya hai!
Muhabat ko farokht hote howe bazaar mein
Jism ke liye.
— % &-
एक सुकून की तलाश में,
जाने कितनी बेचैनियाँ पाल लीं,
और लोग कहते हैं हम बड़े हो गए,
हमने जिंदगी संभाल ली।
~ Sumaiya khan— % &-
एक सुकून की तलाश में,
जाने कितनी बेचैनियाँ पाल लीं,
और लोग कहते हैं हम बड़े हो गए,
हमने जिंदगी संभाल ली।
~ Sumaiya khan— % &-
Dosti
Wafa
Muhabat
Sab saree bazaar bech di ho,
Kya kuch bacha hai? Tumhe jeene ke liye..
Aab khud ki rooh bechna hai kya?
Dua hai,
Dosti
Wafa
Muhabat
Sab naseeb me ayee, par hasiil kabhi nah ho..
Saza aisi mile,
Maut samne ho, par farishte mile nhi tumhe . — % &-