faded guy   (Lost_writer😞)
175 Followers · 18 Following

B. Tech

Instagram ---- faded_guy8542
Joined 26 November 2019


B. Tech

Instagram ---- faded_guy8542
Joined 26 November 2019
17 JAN 2021 AT 2:46

Kitna intazaar karu o humsafar
Intazaar ki had ho gyi hai
Ek baar to hath thamlo
Jindagi bhar ki baat ho gyi h

-


17 JAN 2021 AT 2:44

Aap ek chumabak ki tarah ho aaapki oor kicha chala jata hu

Aap ho jaisa kisi guud ki tarah or mai uska sugandh ka picha krta hua ek chiti
Aapke isshq mein is qadar kho chuka hu jaisa samandar m choti si kashti
bas chaaiye to ek aakpe haan ka intezaar jisse lag jayegi hamari kasti paar

-


14 JAN 2021 AT 10:38

Kya kehne h tere
Tu sath h to sb chizo m.
Mann lgta h tu ni to kisi m ni
Teri chehre ki ek muskan k liy
Ghnto kurban h
Teri aankho ki chamak dekh sukoon h
Tera wo pgl pgl kehna jaise labo ki chap galo p pdna
Kya kehne h tere
Oh hmnava

-


12 NOV 2020 AT 12:56

Kehni h aapse ek baat
Ki kehni h aapse ek baat
Par y soch kr ruk jata hu
Ki kahi chut na jaye aapka sath

Ek hi dost h jo mera sath hai
Wo hai to sb baat hai
Wo ni to sb bekar h
Par uski ek hasi par har jaan nisar h

-


12 NOV 2020 AT 12:56

Kehni h aapse ek baat
Ki kehni h aapse ek baat
Par y soch kr ruk jata hu
Ki kahi chut na jaye aapka sath

Ek hi dost h jo mera sath hai
Wo hai to sb baat hai
Wo ni to sb bekar h
Par uski ek hasi par har jaan nisar h

-


1 AUG 2020 AT 10:55

Duriya chahe kitni v ho
Rishte yuhi khatm ni hote
Baato mein nafrat kitni v ho
Dil s mohabbat km ni hoti

-


1 AUG 2020 AT 10:51

Yeh aankhe kb ni behti
Yeh ruh kb ni roti
Yeh tanhai kb ni jhukti
Magar yeh bat v sach hai jindagi kisi k liy ni rukti

-


2 MAY 2020 AT 12:41

Kyo aaye ho dunia mai|
kya kabhi socha hai ||
Kya lakshya banana hai |
Kya kabhi socha hai ||
Kab tak aisa jiwan jiyoge |
Yeh to soch lo ||
Kab tak bhoj bane rahoge |
Abhi bhi soch lo ||

-


9 APR 2020 AT 8:39

The one thing i wanna do
Before i die is to make my
mom Happy
Give her all the happiness that
she deserve
Mom is love

-


6 APR 2020 AT 6:55

Tu ni taqdeer mai mere
Par phir v teri aas m baitha
Tu yad to aati h
Par y ye soch kar baith jata hu
Ki tu kisi or ki hai or wahi
Rahegi

-


Fetching faded guy Quotes