Mein sochta hu raat bhar,
Likhta hu fir aankh bhar .
Kisi ke aane pe kabhi,
Kisi ke jaane pe kabhi .
Kabhi kisi pahad pe,
Shehar ke shor me kabhi.
Mein sochta hu raat bhar,
Likhta hu fir aankh bhar.
Zindagi ki dhoop chhav par,
Kabhi ghehre kisi ghaav par.
Logon par , samaj par ,
Mere pyaare se uss gaav par.
Mein sochta hu raat bhar,
Likhta hu fir aankh bhar .
Kabhi kisi ki yaad mei ,
Kabhi kisi ke saath me.
Kabhi kisi kitab pe,
Kabhi kisi ke haath pe,
Mein sochta hu raat bhar,
Likhta hun fir aankh bar.....-
कुछ बातें अनकही रहने दो
कुछ बातें अनसुनी रहन दो
सब बातें दिल की कह दे अगर
फिर बाक़ी क्या रह जाएगा
इक बोझल बेकली रहने दो
इकरंगी अनबनी दुनिया पर
इक खिड़की अनखुली रहने दो
-(मुनीर)-
We are running ever since we have started this journey. We are just running. We are running.
We are running in a journey which has no end, no edge.
No matter how much we try, we will never be able to finish this journey.
Even after knowing everything, we are running in this journey.
We never want to stop in this journey.
We do not want to stop and see the beauty of the path.
We are just running in an attempt to reach the next destination.
When the mind says that now let's stop, now let's feel the beauty of the path.
But he cannot do so because his life's journey ends.
By- SK BABA-