Kisi ne khawab dikhaye the zindagi ke,
Kisi k sath hamara bhi rabta hua tha,,
Or yeh hadho haal hamare yuhi nahi bigade ,,
Hamare sath bhi mohabbat ka haadsa hua tha...!!!💔-
Tujhe apna banane ki mehnat se lekar
tujhe kho Dene k dar tak,!!
Na jane mene khudko kitna kamzor kar diya,
Sach kahu toh , tujhe paane ki iss daud main na jane kab mene khudko he kho diya....!!💔
-
beyhadh hadhe paar ki thi humne kabhi kisi k liye,
Aaj usine sikha Diya hadh main rehna....!!!-
Wakif hai sab toh fasane dard k gaun kya !!
Zehen main gaalib toh khazana koi lau kya,
Wo khete hai chubte hai mere lafzh unhe bhot
Cheer degi khamoshi
Chup ho jau kya?...!-
Milli hai badi saza mujhe dill lagane ki ,
Nazar lag gayi mere pyar ko iss
zamane ki,
Kafan se nikle yeh dono hath khete hai ki ,
Aarzoo reh gayi usse gale lagane ki....)!-
Zindagi k ek mukaam par
insaan bebas ho jata hai,
Jab wo kisi ka ho bhi nahi sakta
aur usse kho bhi nahi sakta....!!💔-
Raat gheri thi dar bhi sakte the
hum Jo khete the kar bhi sakte the
Tum Jo bichde toh yeh bhi na socha
Hum toh pagal the
Mar bhi skate the...!!
-
Agar aajaye kabhi yaad tumhe
Wapas paas mere aajana tum,
Kahi badal toh nahi gayi main
Yeh sochkar na ghabarana tum,
Kabhi kabhi kisi raah par
Mujhe bas dikh jana tum,
Main karungi intzaar tumhara
Bas wapas jaldi aana Tum.....!!-
Muhabbat main jhukna ajeeb baat to nahi...!
Chamakta sooraj bhi to Dhal jata hai Chand ke liye....!!🫀-
Koi kya lagayega mere bardasht karne ka andaza
Maine marr jaane kaisa waqt bhi jee ke guzara hai:)-