Esha Magray   (Esha magray🖋)
26 Followers · 8 Following

Destroy what destroys you...
Instagram @esha_magray
Joined 23 October 2018


Destroy what destroys you...
Instagram @esha_magray
Joined 23 October 2018
25 JUN 2021 AT 20:31

Mai chahta hu

Mjhai wajah do mai khush rahna chahta hu,
Saans lainai k sath sath mai Jena chata hu

Bhot huwa yai baarish ka intezaar,
Mai dhoop mai b chalna chahta hu

Na ho kch khonai ka dar,
Mai khud mai khud ko mehsooos karna chahta hu

Rakh k thoda parai yai zimaidariyo ka bhooj,
Mai apnai khandhu ko thoda aram daina chahta hu

Balai hi abhi doer hai manzil,
Mai khud ko kareeb honai ki jhooti tasalli daina chahta hu

Apnai ladkhada tai huwai kadmoo ko itmenaan daina chahta hu,
Es dundlih sadak pai, khud ko madad ki ass daina chahta hu......

-


24 JUN 2020 AT 10:27

DUNIYA
Jab taire duniya, tairai asmaan hai
Phr ku maartai, martai hai log sab maira hai kah k.

Yai kaisi taire duniya hai, kaisi yai taire khudayi hai
Tu chup chaap dakhta rahtai hai
Yai loog dakh k chup ho jaatai hai.

YAHAN DO LOOG MIL K, TESRAI KI BAATAI KARTAI HAI.
KHUD KI TARAKI SAI ZEYADA, DUSRAI KI BARBADI PAI SONCH LAGATAI HAI.

Khanai ki bhook sai zeyada
Paisai ki bhook satati hai
Wo kha k khtm hojati hai
Yai kha k oor bhad jaati hai

Yai naya zamana hai ab nayai neyam yahan k hai
Jo boota hai wo khata nhi
Jo khata hai wo boota nhi

Apni naya paar lagai, chahai dusrai ka baida gharak ho
Insaniyat chahai kam ho, par daulat apni zeyada ho.

-


24 JUN 2020 AT 10:15

DUNIYA
Yai kaisi taire duniya hai, kaisai banayai tairai loog hai.
Khi aanso to khin Afsoos hai.

Koyi apnai aaj ko koosai
Koyi apnai kal ko rooyai
Barai huwai hai bartan phr b khi yahan bhookai sooyai.

Yai kaisai taire duniya, kaisa taira tamasha hai.
Koyi tarsai maa baap ko
Koyi smjhta bhooj unhai.

Yahan her koyi udaas, her kisi ki dukh bari kahani hai.
Din khushi k, raatai sub ki veeran hai.

-


24 JUN 2020 AT 9:55

Haarna bura nhi maantai hai.par
Jab haar sai tumharai apnai khush ho,
Wo haar bhot takleef daite hai!

-


29 APR 2020 AT 5:04

Jab tumhai har Insaan mai galti dikhnai lagai,
To khi na khi galti tummai hi hai..

-


29 MAR 2020 AT 22:25

INSAAN
Tu khud hi khud ki nasal ka dushman
Phr b doost ka poshakh pahnai tu

Ghr tu hi hai es duniya ki ronak
To andhairai mai khud simtah hai ku

TU NAI HI FIRKAI, ZAAT OR DHARAM BANAIYAI
AB FARAK NA KARNAI KA DARAS B DAITA TU

Jab itnii hi buri hai yai duniya
To moot ki baat sai tjhai khoof aata ku

Duniya ko padhnai k liyai tu nai kutub khanai padh liyai
Khud ko padnai k liyai ek panna nhi palta



-


29 MAR 2020 AT 22:18

INSAAN
Tu hi Zalim or mazloom b tu
Tu hi hakim or mazdoor b tu

Tu hi momin or gunahgar b tu
Tu hi katil or maktool b tu

Tu hi chedya ko Dana dai or usai pingrai mai band karta b tu
Tu hi machli ko khana dai or usai kantai mai pasata b tu.

Tu rhum khud kisi pai karta nhi phr b rhum ki aas rakhta tu
Tuj sai duniya ki sari burayi phr b achai ki umeed rakhta tu.

-


29 JAN 2020 AT 16:07

Don't give them explanations, give them time.

-


29 JAN 2020 AT 15:47

AHSAAS
Mai badal hu mjhai sarhadu ki parwah nhi.
Mai rait hu, hawayai maire rahnuma hai

Mai rooshni hu jaltai diyai ki, Mjhai andhairu ka dar nhi.

Mai bahta jharna hu, mjhai raastu ki zaroorat nhi.

Mai mukhtasar sa khwaab hu, mjhai lambhi raatu sai mtlb nhi.

Mai barasti baarish hu, mjhai fanah honai ka afsoos nhi.

Mai tapta aaftab hu, mjhai JAL janai ka ghum nhi.

Mai sarmaa,mai khizaa, mai hi to bahaar hu
Mai dalhta din hu, mjhai ikhtetaam ka malaal nhi.

Mai subha ki thandi fiza hu,majhai chaanv ki talash nhi.

Mai baiwajah hu har wajah mai, mjhai shohrat ka shooq nhi.

Mai khamoshi hu sard raigistan ki, mjhai akaila pan satata nhi.

Mai khushbu hu muskuratai gulu ki,
Mai khushi hu parendo K geetu ki, mjhai apnai aroojh ka ghuroor nhi.

Mai azaad hawah hu, mjhai khojanai ka andaisha nhi.

-


29 JAN 2020 AT 15:20

WAQTH
Waqth ka kch yai karam tha hum pai
Smjha jin ko dost wo dushman thai hamarai.

Badlai moosam badlai halaat badlai ahsaas hamairai
Waqth nai maari jo thokar to aayai hoosh mai apnai.

Na gilah tumsai na hi shikaayat koyi
Waqth nai kahlaya hi tumsai jo dil mai tha tmharai .

Yuna smjho mjh ko katil apna
Waqth dai ga mairai hakh ki gawahi tum ko.

Tha bharosa tum karo gai yakin hamara
Waqth aaya to kaha tum nai b jhoota hum ko.

Ab na dhundho mjh ko mud k mai chala aaya hu
Jab tha agai tub to dakha nhi mjh ko.

Ab to has do, ab to khush ho, ab to koyi nhi ghum
Dukh b hum thai, ghum b hum thai, ab to hai hi nhi hum.

Ku udasi hai yai charai pai kya khata hogayi tum sai
Waqt ka mujhrim hu mai ku taras khana balah.



-


Fetching Esha Magray Quotes