कुछ तो इच्छा रहीं होंगी तेरी भी
ये खाली आँखों से बारिश को देखती हो जैसे-
Tum naam pe humare
Uchalo kichad
Yeh to wada nahi kiya tha
Phere to saath le liye tumne
Par saath kahi nahi dia tha-
धोखे का असर कुछ ऐसा है
किसी गाने में अब तुम्हारा चेहरा नही दिखता
पर हर गाने में
तुम्हारा धोखा याद ज़रूर आता है।-
अपनी पसंद से सर झुक गया हमारा
ऐसी रुस्वाई की उसने
की हँसा हमपे जग सारा
सब कुछ खो दिया हमने
आंसू भी रुक के आते है
वादे और बातें सारी
भूले नही भूल पाते है
उमीद न की थी कोई
फिर भी दुख मिल है बेहिसाब
हमसफर ने बना के रख दिया मज़ाक
अब न किसी को पसंद करेंगे हम दोबारा
याद तो रखेगी तुम्हारी
पर इंतज़ार न रहेगा तुम्हारा।।-
रास्ता बदल लिया है हमने
तुम हमारी मंज़िल थे
तुम्हारी मंज़िल कोई और थी
-
Jo admi tumhe 7 saal khush rakh sake uske liye hi saath janam ka saath maangna
Jo 7 din bhi khush na rakh sake, uska saath ek janam mein bhi boojh hai.-
Kyuki ab koi fayeda nahi
Shikyat nahi karni
Koi gila, shikwa ho to bhi nahi kehna
Na saath tere rehna
Na paas tere rehna
Keh denge kisi aur se ki kabhi samjha nahi tune
Kaha bhi to suna nahi tune
Ab mud chuke hai jis raah pe
Tujhe yaad karke wahan din se raat nahi karni
Chahe marne hi halat hi kyu na aa jaye
Par ab tujhse baat nahi karni.-
Dil se door tere
Ab tere paas nahi
Mat mang maafiyan
Ab teri aas nahi
Pyar kiya tha tujhse par
Pehle jaise halaat nahi
Insaan hi galat nikle agar
To saath chalne ki chah nahi
Wapas aane ka fayeda kya
Pehle jaise baat nahi
shyad ab chahne laga hoga tu mujhe
Par ab mujhe tere liye ab jasbaat nahi.
-
Yeh insaan alag hai
Ya yeh insaan yahi tha hamesha se
Ab anjaan lagta hai bilkul
Chala jaa tu yahan se
Dhoka dega tu waapas
Yeh pata hai mujhko
Dobara beizzat karega
Nahi chahiye saath tera
Tu jo hai wahi rahega
-
Log taane marenge hi
Par kam se kam wo log apne na honge
Ab sapne na honge
Par neend to hogi
Koi iccha na hogi
Par zarurat to poori hogi
Tu saath nahi hoga
Na tere se ab umeed hogi-