ek musafir   (Darker_saints69)
966 Followers · 384 Following

main pyrr pane main nhi sirf karne main yakeen karta hun
www.instagram.com/darker_saints69
Joined 14 May 2020


main pyrr pane main nhi sirf karne main yakeen karta hun
www.instagram.com/darker_saints69
Joined 14 May 2020
2 AUG 2024 AT 17:10

Muhh jabani naa jatata  ki mohabbat kya hai
Main tujhe karke dikha ta ki mohabbat kya hai
Kase Sine se lagau tum kisi or k ho
Mere hote toh bata mohabbat kya hai

-


30 JUL 2024 AT 3:15

Ajeeb makam se gujaar raha hai yeh zindagi ka kafla
sukoon ki talash main nikle the or nind gawah baithe
Zakir khan ne khoob  kaha thaa
Mohabbat Sirf kitaboo main sayari main hoti hain zindagi main nhi

-


23 JUL 2024 AT 0:35

Gore kagaj pe shai chupau main kase
Dil pe lage dard ko batau main kase
Adhuri si kahani hai meri
Bikhri hui zindegani hai meri
Iljam  e ishq kase lagau Khair
yeh mohabbat ki meherbani hai meri

-


13 JUL 2024 AT 7:46


Tutt gaya dil per araam wahi hain
Milo dur hain fir bhi pyrr wahi hai
Janta hun mokamal nhi ho pauga
Magar en ankho ka intezaar wahi hai

-


16 JUN 2024 AT 5:32

Jo jitna tumhara hai
tum bhi uske utne hi raho
jada dil ki gulaami main
izzat ki nilami ho jaati hai

-


16 JUN 2024 AT 5:30

Mere ishq auron sa nhi hai
Tanhaa rahuga per tumhara rahuga
Haar or thokar girane k liye nhi lagti
Kuchh thokar sudharne or sambhal ne k liye lagti hai

-


25 MAR 2024 AT 1:14

Hame aasun se zakhmo ko dhona nhi Aata

Milti hai khushi toh use khona nhi Aata

Seh lete hain hum haskar saare gum

Aur log kehte hain tumhe rona nhi Aata

Main saamandar sa tu kinara mera

Main doobta hua kisthi tu sahara mera


-


5 MAR 2024 AT 1:56

Naa koi manzil meri
Naa koi kinara
Tanhai meri mehfil Aur
Yaadon ka sahara
Unse bichad kar kuchh
Aisa waqt guzra
Kabhi zindagi ko tarsa
Kabhi maut ko pukara
69
Ishq ka alfaaz hai adhura hi hota hai

-


4 MAR 2024 AT 12:40

Kuchh log mere alfaaz se
mere ander dekhna chahte hain
Nadaan hai wohh kinare pe bait
Kar samandaar dekhna chahte hain

Tumhare baad kaha kisi ki hasrat rahegi
Khamakha umar bhar mohabbat se nafrat rahegi

-


1 MAR 2024 AT 2:47

Tumhare baiger yeh waqt yeh din yeh raat

Gujar toh jate hain per gujare nhi jate

Main tabah ho kar bhi meri jindagi tabahi nhi dikhti
Meri jaan yej mohabbat hai iski dawai nhi bikti
69

-


Fetching ek musafir Quotes