EaHSAS VP  
10 Followers 0 Following

Joined 11 March 2019


Joined 11 March 2019
29 SEP 2023 AT 23:32

तेरी आंखों के झरनो में खोया हुआ जो पानी है
जो मेरी आंखे कहती है अक्सर ये वही कहानी है

-


25 SEP 2023 AT 23:02

Har din khudko ko dilasa deta hoon ki main thek hoon, par raat hote hi ankhon se bahte aansu bata dete hain ki main kitna thek hoon..!!

-


31 AUG 2023 AT 22:38

Pata nhi Zindagi kis daur se gujar rhi hain, han itna pata hain Zindagi me kab kya ho jaye iska andaza khud main bhi nhi laga sakta, Zindagi ke es daur se niklana ab mumkin nhi hain aur maine ummid chhod di hain... Bas last me itna hi kahna chahunga.. Jab bhi mera khayal aaye bas apna khayal Rakhana aur hamesha chehare pe muskaan rakhna...

Tanget not me bye bye....!!

-


17 AUG 2023 AT 10:09

Mahinon baad kisi ki fikra ne us darwaje par dastak de hi di....

-


17 AUG 2023 AT 10:05

Jisase hum dil se jude huye hote hain na koi farq nhi padata dimag kya soch rha hain ehsas hi kafi hota hain sath rahne ke liye, jisne aapse majak kiya ho wo kya samaj payega Rishton Ki ahmiyat ko aur kisi ki Zindagi ko...

-


12 AUG 2023 AT 23:45

Teri khushiyon aur muskurahat ke khatir apni Zindagi dav par lagakar aapse dur hain, pata hain ye kabhi bhi khtm ho jaye par teri khushiyan bhi zindagi se jyada mayane rakhati hain... Duwayen hain aap humse dur rahkar khush ho to aapki khushiyan hamesha barkarar rahe....

-


7 AUG 2023 AT 22:50

Jisko nikala tha kai muddaton ke baad andheron se aaj Phirse wo wahi rahta hain...

-


7 AUG 2023 AT 22:41

Zindagi kiston me bikhar ke tut chuki hain, andr ke shor me gahari khamoshi chhayi hui hain....

-


2 AUG 2023 AT 22:46

Kya bataye us Zindagi ka kuch ho ya na ho, mere kash me ek kash tum bhi ho...

-


24 APR 2023 AT 23:59

I just want to ask u... r u happy now?

-


Fetching EaHSAS VP Quotes