Lekin
Is safar nai
Usai ek aese mor par
La kr kada kar diya AAJ
Wo jis sai taluq nahi
Hamnawayi howi
Wo kisi ki muhabbat mai
Yu'n diwani howi
K bicharnai ka gham
Bardasht sai bahir
Yu'n Zameen par aagiri
K ab rango sai
Nafrat krnai lagi
Wo khush bash ladki
Ab udasi ka daman pakar gyi
Ab jeena chor diya us nai
Bs Zindagi guzarnai k
Intizar mai khwar ho rhi
Ab wo aas khatam howi
Wo chahat na rahi
Wo masoom ladki
Ab masoom na rahi
Zindagi ki talkhio nai
Muhabbat ki sakhtio nai
Usai tabdeel kar dala
K
Ab wo bejan rahi
Bs gosht ka ek putla...
-