Gir kar uthe ya fisal kar gire ...
Hosla sambhale ya Tut kar bikhre
Wakt ke thapede hain bas...
Kabhi sunami toh kabhi sukha pade
Adaat si aab saam si rahne lagi hai aab
Kis baat ka gila ,kis baat ka sikva Karen hum ..
Sab hain manjoor hamein..
A khuda jo bhi khal tu kare !
-