Pass ho k door kush samaj nhi ata...
Samne ho kr bhi mil na paye saza e mili...
Akhen byaan kr deti sab kush suna hai maine...
Par jhooth nhi tha me kyu na samaj payi..
Mazak accha lagta sab ko janta hu..
Par mazak me bhi tu kisi or ki, soch na pau kabhi...
Din beet gye mukh dekhe bina tuzhe...
Kabhi bhagwaan k darshan k bina bhi din shubh gya...
Samaj kr bhi ajnaan na ban na kasam hai meri...
Tuz sang jo beet gya wo yaad ban chuki hai meri..
Narajgi hoti par kush pal ki lagge achi.
Ek galti ki saja ab umar bhar bhi kya milti...
Ehsaas ko zamane ho gye gle jo na lga...
Sakoon sa mila nhi lge adhura reh gya..
-