Jis rah ko choddiya us rah me jana kya
Jis rah me patthar hi patthar ho us rah ko apnana kya
Mana ki pasand hai vo rah ajbhi hume iski numaish jatlana kya💔
Na karenge hum ab numaish na khwahish kisi se
Bas jo rahe mera mai rahu usiki oron ko ab batlana kya❣️-
Jis rah ko choddiya us rah me jana kya
Jis rah me patthar hi patthar ho us rah ko apnana kya
Mana ki pasand hai vo rah ajbhi hume iski numaish jatlana kya💔
Na karenge hum ab numaish na khwahish kisi se
Bas jo rahe mera mai rahu usiki oron ko ab batlana kya❣️-
Vo puchta tha humesha tu kya chahti hai
Maine kha tumhara vakt
Kambakht hume kya pta tha ki ye humare naseeb me nahi 💔-
Badehi siddat se chaha tha Maine kisiko
Nazo se rakhna bhi chaha tha kambakht fir hargye💔🤣-
Kambakht vo Ishq bhi kya hi tha
Jab humara special din tha to Hume sirf vhi chahiye tha,
Aj unka special din hai or unhe Hume chorkar koi or chahiye 💔-
Jhakhm to bahut hai Dil me per sayd marham is jhakhm ka bana nahi😊
-
Ab kyahi sikayat kre apni kismat se
Jaisa humne chaha na hua na Mila
Ab jindagi k us daur me hai jaha na chahne ki himmat hai or na Milne ki asaye😊-
Vo raten kitni haseen hogi jab Mera humsafar mere sath hoga,
Vo baten kitni haseen hogi jab hatho me hath or Tera sath hoga🌹-
Humsafar ❤️
Talash hai mujhe vo humsafar ki jo apne dilki bat mujhe byan krde
Talash hai mujhe vo humsafar ki jo mujhse mujh jaisa pyar kre
Talash hai mujhe vo humsafar ki jiski subah ki chai ki pyali mai rhu
Talash hai mujhe vo humsafar ki jo jb dur ho mujhse to duniya me sirf mujhe tarase
Talash hai mujhe vo humsafar ki jo mere sapne,needs puri kre
Talash hai mujhe vo humsafar ki jo kbhi mujhe rota hua na dekhsake🥺......!
Talash hai.......❤️
-
Ek tumhi ho jo hasate bhi ho or rulate bhi ho
Ek tumhi ho jo gussa bhi karte ho or manate bhi ho
Ek tumhi ho jo humesha mera sath nibhate ho❤️-