Kabhi bhut kabhi bhavishya
Kabhi Nasha kabhi naari
Jeena har lamha yaha bhari
Fir bhi dil ki yeh bimari
Har baar ki yahi nadaani
Kabhi Nasha, kabhi naari-
उसने कहा,
जबसे मिले हो मेरा हाथ थामे हुए हो,
क्या बात है
मैने कहा
मेरी किस्मत बिखरे सुखे पत्तो जेसी,
तेरे साथ ने ही तो समेटा मुझे
भला कैसे छोडु
-
यू ही दर्द को ओढ़े चलते रहे
हमने जिस्मों के बाजार मैं
जख्मों की दुकान नहीं खोली
-
Jub tu mila to yakeen tha,
Jub tu rutha to mohabbat thi
Jub tu hasta to jannat thi
Par jab Haqeeqat mili
To sirf haadsa tha
nafrat thi khud se-
Usne kaha
Ye Jo tum likhte ho
Sirf Kitabon mai hi to bikte ho
Mai muskuraya,
do-char gaaliya di aur kaha
"Mai to saaf shishe sa, Har bar toda gaya
Tu bhi nikal khud ko taras ke
Mai nayab in dararo mai hi joda gaya"-
Ilzam lagati ye duniya
Barbar yu bedard hoke,
Tu jara sa bhi na rukna
Yu mayus hoke.
Chhite udati ye duniya
Sali aankh band karke,
Tu mayus na ho
Yu saans band karke.
Tere dil ko bekhof chillaane de
Woh bedag hai
Use bedag hi rehne de.-
ज्यादा कुछ तो नहीं जानता मैं मोहब्बत के बारे में
पर जब तुम सामने आ जाती हो
तो मेरी तलाश खत्म हो जाती है-