LOYALTY !$ TH€ ^^0$T €×p€N$!^€ THING, not €VERYON€ C@N @FFORD !T.
-
Badminton player..
Never let down your own independence with d sum1 othrs opinion or 4 d sake of sum1 else... B independent on your own... Thts d real meaning of Independence..
Salute to d soldiers who made our lives possible...
Happy independence day
🇮🇳
-
mana ki main saath nahi hu tere, jab jarurat hai tuje meri to pass nahi hu main tere... Par thodi si majboor hu main bhi aye dost bss itni si baat samajh le tu meri..
Maa baap kahe chahe ya duniya ka koi farishta par har mushkil mein saath khadi hu main tere
Sorry-
Aaj ek farishte ko mane apna hota dekha hai...
Or Aaj ek gareeb ko mane roti ke liye fir kisi ameer ke jhoote bartan dhote huye dekha hai,
Zindagi me maut ka paigam kuch yu aaya hai ke ghar mein baitho to bhook se vyakul maro or Ghar se niklo to coronaa se peedit ho kar maro...
Dikh rahi hai aaye khuda teri narajgi bhi kuch yu ke...manav ke liye baarish or tu apne aansu baha rha hai..
-
Main hasti hu to wo bhi has jaati hai.
Main roti hu to wo bhi ro jaati hai..
Or agar dekhe wo muje kisi dukh mein to koi khushi na wo seh paati hai..
Kunki janab wo maa hai mere chhote se dukh ke saamne bhi wo apni har badi pida bhool jaati hai...-
Usne toda dil mera or socha barbad ho gaye hum..
Usne toda dil mera or socha barbad ho gaye hum...
Par use kya pata tha ki uske jaane ke baad or...
jyada mahakal ki bhakti mein kho gaye hum...
Jai mahakal-
Guroor hai apne desh ki is mitti par..
Guroor hai apne desh ke sanvidhan par..
Par laazmi bhi to hai apne desh ki un ladkiyo ki suraksha Jo seh rahi hain diya dard un darindo ka bhayankar...
VANDE MATARAM-
Mehfil- e- shaam saj rahi thi or hamari burayi waha anginat ho rahi thi...ke
Mehfil- e - shaam saj rahi thi or hamari burayi waha anginat ho rahi thi
Chooo liye charan humne b maa ke sabko najar andaaz karte huye or jeete raho beta maa ke is aashirwad ne poori kayanat ki burayi hi hamari tareefo me tabdeel kar dii...-
Mere apne to bahut hai is duniya mein par apne maa- baap jaisa apnapan to mane aaj tak nahi dekha kahi is zamane me
-
WO kuch khafa si hai,hai kuch khoyi si..
Hume to na koi wajah pata hai ,na koi apni farebi baat pata hai...
Na jaane kyu WO itni badal si gayi hai, Bas yahi janne ki man mein ek tamanna hai...
Kunki pyaar roothe to rab roothe par agar yaar roothe to zindagi roothe..
Na rooth mere yaar tu kuch is tarah ki le jaye Teri khamoshi meri Jaan kuch us trah ki na main kuch bol pau or na tu kuch samajh sake...
Huyi hai koi khata agar humse anjane mein to ayeee meri jigri dost Krde tu bayan apne hi lafzo mein...
Na rooth mere yaar tu kuch is tarah ki chali jaye meri jaan behte paani ki tarah,behte paani ki tarah...
-