Paid Content
-
.
.
.
.
.
๐๐ฆ๐ณ๐ฆ ๐บ๐ฐ๐ถ ๐ธ๐ช๐ญ๐ญ ๐ง๐ช๐ฏ๐ฅ.......๏ฟฝ... read more
Makhmali si wo,
Jis pe har baar fisalta mera lihaz hai
Uski aah ko kya kahun, usme bhi ek saaz hai
Katra katra bikherti khud ko mujh par
Rehmat barsaane ka bhi uska ek andaaz hai
-๐ฏ๐๐
__________
-
Tere Husn ka meri nazron par
Ikhtiyaar hua hai
Khumaar saare utar gye,
Jabse nazron ka jaam taiyaar hua hai
-๐ฏ๐๐
__________
-
Har dafaa yun bheengna tera, lazmi nhi hai
Magar Tu bheeng rahi, ye koi nayi baat aaj bhi nhi hai
Dekh Tere jism par mehfil saza rahi ye baarishein
Ki Tere jism se lagi boonde kisi jaam se kam nhi hai
-๐ฏ๐๐
__________
-
Zara sa mausam kya thanda hua,
Ragon me ubaal aane lagi
Wo jo kehti thi dur raho mujhse,
Achanak uske honth, mere honth se takrane lagi
-๐ฏ๐๐
__________
-
Teri adaayein...
Meri nazron ki markaz ban gyi
Ek shayari kya labon par aayi,
Tera jism to jaise kagaz ban gyi
-๐ฏ๐๐
__________
-
Tere ishq me aisi Ruhaniyat tak pahunch gye
Tere labon ke gheron me meri jabaan fas jaye
Kuch eisi niyat tak pahunch gye
Ab zara iss niyat ko anjaam me lane do
Gira kar saare sharm-o-hayaa,
Meri bahon ko tumhe uthaane do
Apne labon ke ghere ko tayar rakho
Aur dheere se mujhe, meri jabaan fasane do
-๐ฏ๐๐
___________
-
Bistar pe jo salwatein hain
Ye dikhati raat bhar ki karwatein hain
Humne to yunhi chu liya tha apne labon se tujhko
Magar ye jo bistar ka hasr hai,
Ye saari teri hi harkatein hain
-๐ฏ๐๐
__________
-
Wo kehti hai...
Aise na mere kareeb aa kar, Tapish bdhao,
Pighal jaungi mein
Gar chuoge dobaara, to hadd se guzar jaungi mein
Tum kya samajhte ho ๐ฏ๐๐, tumme hi aag hai
Jo tumpar bikhri to, chaaron honthon se jalaa jaungi mein
Wo inn baaton tak na ruki, jo kaha wo karne lagi
Mein kambakht, jo use dobaara chu diya
Wo to sar se paaon tak mujhe bheengone lagi
Pal bhar me apne honthon se pani pani kar
Ufff...Wo to mere jism par khud ko dhone lagi.
-๐ฏ๐๐
__________
-