Aurat ki izzat karne walla mard
Aurat ka Gulam nhi hota
Balki us Maa ka beta hota h
Jisne apne bete ko aache sanskar diye h
Aurat ka dard samjhne wala mard
Joru ka gulaam nhi hota
Balki wo insaan hota h
Jiska dil naram hota h
-
Dil ka manjar kuch is tarah ka hai ...ki ab koi aakar chala bhi jaye to f... read more
Kuch log aaj bhi sirf mere h
Unki aaj bhi mere liye vhi baat h
Khusi hoti h ki aaj bhi fikr karte h meri
Sab kuch badal chuka h meri zindgi m
Par unki chah aaj bhi mere liye vesi hi h
Aage badhne ko har wqt mujhe kahte h
Kuch log aaj bhi mere h
Kuch rishte aaj bhi vese hai
Kuch log aaj bhi mere h
-
Dheere dheere sab samjh aane laga h
Ki dheere dheere sab samjh aane laga h gaalib
Saazishe bhi
Aur taarife bhi-
Wo shqks tarsega jarur mujhse baat karne KO
Jisne apne laheje se mera dil dukhaya hai...
Nahi rahi mujhe koi shikayat teri
Narazgi se.....
Tu auro ko khush rakh,hum tanha hi
aache..
Arz kiya h
M mar jau tujhe khabar tak na mile
Tu dunde mujhe paglo ki tarah
Par tujhe meri qabar tak na mile
-
Meri zindgi ki shurwat ho aap๐
Meri zindgi ka pahla payar ho aap๐
Mere har dard ka illaz ho aap๐
matlbi duniya mai sabse khaas ho aap
Jab thak kar beith gayi ek kone mai
Himmat meri๐
Tab mere hausle ki udaan ho aap๐
Meri har galtiyo ko maaf karne wali
Mera khyaal rakhne wali, meri har manmani sahan karne wali meri MAA ho aap๐๐๐๐
I โค you MAA๐๐๐-
Zindgi to zindgi h...
Kab kese kaha konsa mod pakd le pata nahi...
Aaj saanse h kal kaha ghum ho jaye pata nahi..
Aaj jo saath hai kab bichd jaye pata nahi....
Aaj jo khaas hai kab aam ho jaye pata nhi
Par kuch log,kuch baate,kuch yaade
Zindgi chahe jitni bhi badal jaye hmesha ek jesi rahti h ๐๐-
Ummiedo se or sapno se
Roj Samjhote behisaab hote hai....
Unhe koi nahi samjh pata
Jo Dil Ke Saaf hote hai....-
Yaa khuda๐
Sab parkhne wale hi mile๐ค
Koi ek to samjhne wale se bhi mila deta๐
-
Kya fark padta h
Ki kese h hum๐
Jisne jesi soch bana li
Uske liye vese hi h hum โน๏ธ
-