Muskil halaat main saath
Or muskil haalat main laat
...-
कंधों पे वैसे दो शख्सियत का हाथ था मेरे,
एक ने दूसरों के शब्दों के तीर से मुझे उम्र भर के ज़ख़्म दे डाले।
और दूसरा,
अपने ग़म को गले लगाकर मेरा ही गला काट गया।
दोनो ने अपने तरीके से मुझे तोड़ दिया,
कोई शब्दों से, तो कोई खामोशी से।-
Life is a loop each iteration gives different emotion.
Don't break it by it's own until it will not automatically end.-
Hasmukh tha toh saath huwe
Akela huwa toh sb dur huwe
Unki family ko apna mana
Dil ki baat sayad na tha Btana
Wo toh tha mere jaisa
main tha nasmjh jaisa
Uskay dukh ko apna kehta
Phir bhi wo kuch na kehta
Meri mushibat bin kahe smjh jaya krta tha
Ab Usne kya kaha tha ye bhul jaya krta hai
Aage kya hoga main nii jaanta
Pr jaan gya apna yaha koi ni hota
-
Har ghar ka phul apni mehak faila jata hai
Par us mali ka kya jo us phool ko kaato main khela jata hai
Aaye phol tu Murjha jana
Pr kavi tut kr dur
matt chle jana
*Deep Inside*
Murjhana :Pal bhr ki khamoshi
Tutna : hamesha bhr ki khamoshi
-
Time de jra apne aapko
You guum na kro apne aap ko
Khud ke undar jhak jra
Talent kya hai pehchaan jra
Bina lobh kay unka saath nebhana
Saath honge woo kal na
Tu drta hai toh koi naya nii
Is darko maar, or soch koi tujhsa nii
Ban jaye jillat jaise jindagi
Toh wo, jillat hee sahi
Tu na rukna , tu na thumna
Bs chalte rehna
Phir wo jillit behtr jindagi ki sheedhi
bn jayegi, ye dhekhna
Ha maana
Beech ka safar khatro se bhra hota
Pr asumbhau yaha kch bhi naa hota
-
Time can't stop for you
Before wasting your time
think
what you do
And what you deserve...-