27 APR 2019 AT 17:47

Kuchh waqt to diya hota
Thoda bharosa toh kia hota
Bana hota mai tere qabil...
Thoda sabr to kiya hota....

Ghadiya chali is tarah
Raftar dheemi ho gayi uske samne
Samay aaya samay badlne ka aur
Tu ruthkar chali gayi

Na mouka diya
samay badlne ka
Na ghadiya chali Mulaqat ki
Banaya hota tujhe apna...
Thoda sabr toh kia hota ......


- D'nesh