Itna waqt hua
tujhse nazre bacha kr tujhe dekha
apne dosto se tera jikr krna
tere aas pass hone ka ehsaas krna
tera nazar aane ka intezar krna
tujhe dusro k saath hasta dekh k jalna
tujhse baat krne ka bahana sochna
tujhe bhoolne ki koshish Krna
tujhe yaad kr raato m aansu bahana
tujhe bhagwan k saamne mangna
tujhe kisi aur ki taqdeer ka sochna
tere khatir apne kismat se naraaz hona
tere sang agle janam k sapne dekhna
tera mujhe kbhi na mil pana
Sach m bahut waqt ho gya
-
19 December 2000
अंत में कुछ ठीक नहीं होता
या तो बात पुरानी हो जाती है।
या तो हमें आदत हो जाती है।-
धर्म पूछ कर गोली मारी थी ....
भारतीय धर्म है
अब याद रहेगा ।
Always...The secular India-
अपनों का दिया हर ज़ख्म गहरा नहीं हो सकता।
बादल में सूरज छिप जाने से अंधेरा नहीं हो सकता।
और लौट आए तुम बीच राह से तो याद रखना
मंजिल पर पहुंचे बिना कोई रास्ता अंतिम नहीं हो सकता।-
Waqt kisi ko apne saath nhii le jata
Hme waqt k saath chllna seekhna padta hh
Iss intzaar k daur m koi laut kr nhi aata
Jb tk ye samjh aaye tb tk waqt nikl jata hh-
Ek khwaab aisaa dekha .....jaha tm sirf mere ho
Ek hakikat aisse hh .....jaha m tmhe yaad tk nhi-
Tu kisi aur ka hh
Ye farmaan aa gya
Kahi mohabbat ka zikr hua
Aur tu yaad aa gya-
Saat janam nhii toh iss janam ki baat krte hh
Iss janam nhii toh kuch pal ki mulakaat krte hh
Tmse bichade agar tb bhi jee nhii payenge
Chllo saath rah kr marne ki fariyaad krte hh-
Bahut ho gye ye attachment wale mohabbat
Ab koi aisa mile .......
Jisse bhale hi roz baat na ho
Zahir sare-aam zajbaat na ho
Saath m dekha chaand na ho
Subah shaam mulakaat na ho
Bhale hi harr waqt uska saath na ho
Phir bhi uske siwa aur koi yaad na ho
Aitbaar iss kadar dilaye mujhe
K kbhi usko khone ki aahat na ho
Kisi ki mohabbat adhoori na ho
Kisi ki adhoori mohabbat na ho-
Mujhe tujhse mohabbat hh
ye mere aankhe btati hh
Tere ek baar dekh lene se
ye jhuk si jati hh
Bina kahe samjh jaoge
toh thik hh .. warna
Saamne se puchoge toh
ye betahasha bhar aati hh
-