Dilip Pal  
17 Followers · 17 Following

Joined 8 September 2019


Joined 8 September 2019
25 OCT 2021 AT 21:28

Dekhte dekhte kharch ho gya zindagi ka khazana,
kyuki bachpan ki adat thi phijul me udane ki

-


18 OCT 2021 AT 19:45

Mohabbat ke mamle me Zara badnasib he ham, isliye zindagi se jyda maut ke karib he ham

-


31 JUL 2021 AT 22:43

Mohbbat ko kuch is tarah kareeb se samjha he mene ki kareeb ake dur jane ka dard bato se baya nahi hota

-


31 JUL 2021 AT 19:48

Usne pucha rahne ka thikana he kya
Hamne bhi kah diya rain basro me rah kar Ham zindgai nahi gujra karte kabhi aau to milvate he ghar valo se kyuki ye baby sona ka chakkar Ham nahi pala karte

-


27 JUN 2021 AT 20:40

Dil ke ahsas ka bhi kya khoob
kahu yara
Usko na dekhe to chain nahi ata aur usko dekh lene ke bad raha nahi jata....

-


6 FEB 2021 AT 20:40

Adhure pan ko pura karne ki chahat to he magar kya kare jab bhi zindagi ke kuch purane panno ko palat ke dekhte he to sirf dard se bhara ek insan nazar ata he jo tut Ke bhi nahi tuta vo insan nazar

-


23 JAN 2021 AT 16:05

Ishq ke mukam ko chhod e mere dost isme se sirf kathe kathe hi jin rasto tumne chalna sikha hamne un rasto ke kayi baras kate he

-


2 NOV 2020 AT 0:13

Aaj bhi vo hame pane ki zid me ab kese bataye ham unhe ki ham bhi unhe bhul jane ki zid me he

-


5 SEP 2020 AT 19:55

Ye dil har us chiz ko pane Khawahis karta
Jo nazaro ko bha jati ab kese samjhaye es dil ko
Kabhki kabhi ye nazare bhi hasin se chehre ko dekh kar dhoka kha jati he

-


16 AUG 2020 AT 11:19

Dil ka dard chuppa raha he Vo

na jane Itne dard me kese muskura

raha he Vo

-


Fetching Dilip Pal Quotes