The devil was sleeping
but you pushed him to life,
The devil was quite
but you poked him to bite,
The devil stayed in dark
but you questioned his spark,
The devil was inside
but no more he can hide,-
I tried to scream,
but
my head was underwater
They called me weak
like
I’m not just somebody’s daughter!!-
aaj teri kami bhot mehsoos hori hai
yeh khamoshi kuch aurr kehri haii
sab hawaayein kahi aur beh rahi hai
tera intejaar karungi mai,
meri ruhhh kehrahi hai....
-
socha bohot, waqt bhi diya,
par akhir kar ant mai keh hi diya
kash!
kash vo pal vahi thum jatey!-
pagal hai kya?
bewakoof hai kya?
tera deemag theek hai?
yehi sab kehtey kehtey
hum kachi pakki dosti bnare the.
sab theek hai?
tu naraj hai?
kisine kuch kaha toh nahi?
yehi sab chintaa mai the.
hum kuch kachi pakki dosti bnare the.
mai aaj nahi milungi!
mai aaj busy hun!
mai baaat nahi kar payungi!
yeh chotey motey narajgi ke kisse the.
hum kuch kachi paki dosti banre the
tu meri best friend hai!
tu meri jaaan hai!
tu kabhi chodke jayegi toh nahi?
yeh dosti kabhi todegi toh nahi?
yehi sab dar dil se mitana cha rahe the,
hum kuch kachi paki dosti bnare the.
umar badrahi thi
rastey alag hogaye the
kafi saal yh kissa thum gaya
har ek cheej abb bhi yaad kar rahe the.
hum dheere dheere kuch dosti khoo rahe the
naya saal naayi umeed
nayee dost nayee sapne
yehi sab mai voi dosti khat khtayi toh muskara kar bole
chalo ferse kuch kachi pakki dosti bnatey hai
aaj teri bhot yaad ari hai,
tu kaisi hai? vaha sab kaisa hai?
yehi sab khtey milne ko taras rahe the
hum kuch sachi paki dosti ko ek bar fer yaad kar rahe the.-
BAS kar ae khuda abb kitna rulayega
apne bhi apne nahi, praye bhi na apne
jinpai karo bharosa vo tod jate sapne
bas karr ae khuda abb kitna rulayega
NA jeene ka sukh na marne ka ghum
itni nafrat hai dunia mai
mera ghut ta hai dum
mango toh pani nahi, bin mange khana
kispai bharosa karu yeh kisne hai btana
bas kar ae khud aabb kitna rulayega
bas kar ae khuda abb kitna rulayega
YEH ankhein thi num
yeh chehra tha laaal
umar nahi hai itni ki samjh saku apna haal
kafi samay laga toh jana
ki chupi mai hai kayi jawab
jab chup huyi meri jubaaan
toh dunia ko na hazam aya yeh bhi hisab
bas kar ae khuda abb kitna rulayega
bas kar ae khuda abb kitna rulayega
KAISE btayu kisiko kya hal mai hu
kaise kahu usko kis bawal mai hu
meri maa ke samne mai roo na payi
usko gale lgane ghar na ja payi
DUNIA dari pehle or khudko rakha dusra
doston ko mana dunia jo tod gaye aasra
ankhein thi band jab socha khud k bare
din hogaya beta phone ki ghanti yeh pukare
kaise kyu or kya ka jawab na mila
jeena sikh liya abb toh kis se kya gilla
par dil ke samandr mai ghushi hai boond si
na samnadrr raha saaf na khushi huyi puri
bas kar ae khuda ab kitna rulayega
bas kar ae khud ab kitna rulayega-
...
Is it real that you are not here?
Am i dreaming your presence ?
Your fragrance is all over me, were you here a second ago?
Why can’t i see you anymore?
I can hear you!
I can feel you!
Why can’t i see you?
Are my eyes even real to see?
Am i blind or is it mere a dream?
So many questions, you are not answering!
Suddenly my life seems to be clattering.
There is tensive noise out there but immense silence inside me.
Where are you my love, This heart is skipping beats,
I can’t think properly nor am able to eat.
I wish i could rewind the time and stop you in my arms,
Even the thought of you not being near me is killing my charm.
My life is all about you and your life,
Come back soon as i am trying hard to survive.
Till that time goodbye soulmate.
-
mat kara kar mujhse apne dil ka izhar,
mat kara kar har pal mujhe yaad,
mat kar mujhpae khudse jyada yakeen,
mat kar itna andha aetbaar,
agar krdiya toh mujhe teri adadt ho jayegi,
tere bina meri muskan khoo jayegi,
tere pe mera waqt ruk jayega,
mere har kahe lafz vahi simat jayenge
bas din raat tere hi khayal mujhe satayange
pal-pal bs tu yaad ayega
yeh dil mera orr darr jayega
dil ka zakham ferse khul jayega
dard me simtaa yeh dil ferse chilayega
koi iski malaham na bann payega
ferse dhadkane meh bhot samay lg jayega
toh mat kar izhar
mat kr mujhse itna pyaar!
-
tumhari muskuruhat mai
tumhare kahe har alfaaz mai
tumhare har aehsas mai
sukoon hai ! nazakat hai!-