Bharosa tuta zindagi se pura
Sapna Reh gaya adhura ,
Waqt bhi Mera hai thehra
Andhere ka gehra hai pehra ,
Baate kar rahi khamoshiyan
Aur khamosh hai jahan,
Ghav Nishan chod gaye
Hum dekhte rahe hav bhav,-
Nyari hu pyari nahi
ladti hu darti nahi
sambhalti hu girti nahi
chalti h... read more
Bharosa tuta zindagi se pura
Sapna Reh gaya adhura ,
Waqt bhi Mera hai thehra
Andhere ka gehra hai pehra ,
Baate kar rahi khamoshiyan
Aur khamosh hai jahan,
Ghav Nishan chod gaye
Hum dekhte rahe hav bhav,-
खुली किताब सी जिंदगी है मेरी
फिर भी कुछ राज़ है ,
कहानियां सभी को पता है
पर एहसास अलग बात है ,
ज्यादा तो नही बोलती
ज़बान मेरी हथियार है,
और रिश्ते मेरे कम ही है
जिसपे हमे विश्वास है ,
जीवन के चरण बर्दाश्त है
इंसान से बातामीजी नही ,
हम थोड़े बुरे है
और बुरे ही सही...-
હું અને તું
હું ગુસ્સા જો હોવ
તું કૉફી બનાવી મનાવી લેજે ને
હું આવું ઓફિસ થી થકી ને
તું ઘરકામ માં હેલ્પ કરાવી દેજે ને
હું હોવ જો ખોટી
તું પ્રેમ થી સમજાવી લેજે ને
હું જો દરી જાવ
તું મારો હાથ પકડી લેજે ને
હું લડતી હોય દુનિયા થી તોહ
તું મારો સાથ આપી દેજે ને
હું જો રડતી હોય
તું મને ગળે લગાવી લેજે ને
હું રઈસ તારી માટે હંમેશા
તું પણ મારી માટે રઈ લેજે ને ....-
साथी
जो खयाल रखे और मान भी
जो पूरे करे मेरे अरमान भी
थोड़े एक दूजे के लिए हुए कुर्बान भी
जो संग देखे तारे आसमान भी
जिसके साथ जुड़े मेरा नाम भी
जो रिश्ता निभाने का करे फरमान भी
बस वो एक साथी वही इनाम भी-
Ansu se gehra rishta hai mera
Har raat milne chale aate hai ,
Itna toh kisine nahi chaha mujhe
Jitna yeh ansu mujhe chahte hai ,
Inke Bina adhura sa lagta hai sab
Aakhir baate inse hi toh hoti hai ,
Wohi toh hai joo
Galo ko narmi se sehlate hai ,
Aur jate jate ankho mai
Need bhar jate hai ,
Har raat ka yahi kissa hai
Ansu se Mera gehra rishta hai....-
Umeed
Jo chuti thi saalo pehle
Woh ungli phir thami hai
Jis Jung se man Li thi haar
Us Jung ko phir ladna hai
Zindagi ke ek aur padaw ko
Ajj phir paar karna hai
Befikari se chuta nata
Ab phir se jodna hai
Ankho ke ansu poch kar
Umid ki kiran jagai hai
Aye umeed ab niraash na karna
Badi mushkil se himmat jutai hai
-
Na Ishq ki talash
Na apno ka sath ,
Shayad ab dil me
bachi nahi koi aash ,
Haar si gai hu
zindagi se Aaj ,
Kya aapko kabhi
hua hai yeh ehsaas ???-
देर से ही सही
मगर तुम आए हो ,
जितनी थी उलझन
सारी सुलझाए हो ,
पोछे है आंसू
आंखो से निकले जो ,
हाथ जो बढ़ाया था
थाम लिया आज वोह ,
पूरी हुई ख्वाइश
सालो से अधूरी थी जो ,
देर से ही सही
मगर तुम आए हो....-
Mana tum pyaar nahi Kate the
Magar dosti toh nibha lete
Ikrar toh hamne Kiya tha
Apna nahi sakte par javab toh dete
Baate nahi karni thi thik hai
Par bata toh dete
Khatam hi karna tha sab kuch
Toh acche se kar lete...-