Manzil ki talash me
maloom nahi,
Kis raste chala hun main...
Chahat,Khawab aur khwahishen
Chhod di sab kahi,
Zimmedari nibhane chala hun main...
-
Ki ab logon me main , bahut kam najar aata hun...
Bheed hoti hai jahan jhoothe logon ki , wahan main, bahut kam najar aata hun...
-
Ab khushiyan mangne ki adat nahi hume
Ki akele hi khush ab rahne lage hai..
Jeena sikh chuke akele hi bheed jaruri nahi ab...
Janewalo ko salam-dua aur fir kya hi milenge yahi kahne lage haiЁЯШЕ-
pichhe chhute log,beeti batain,
kuchh kamiyan toh kuchh yadain
pura nahin hone dete hain hume..
ha shayad unme aap bhi ho
khair panv sambhal gaye hai...
kabhi kabhi raat ruk jati hai yad me
sach bataye toh hum aage badh gye hai...
-
Main thahra ek_parinda
aaj baitha kal ko udh jaunga...
mujhe toh manjil ki talash hai
kabhi idhar jaunga kabhi udhar jaunga..
waise dikhta nahin main yaha aajkal
par dekhna kisi sukhi daal par najar aaunga...
par katne ka darr nahin mujhe ab
par katne se pahle jindagi mukkamal main kar jaaunga..
-
In galiyon me bhi aana jana kam ho gya hai apna
Shayad duriyan hi bhane lagi hai....
Sach hai ya jhooth kuchh pata nhi
Khyalat me bhi yaad aane lagi hai....-
Pyar mohabbat ke din gye
Toh samjh aayi hai....
Jhoothon ki mahfil se nikla
Khud ki jaa bachayi hai...-
рдЪрд▓реЛ рдЦреБрдж рд╕реЗ рднреА рдЖрдЬ рдереЛреЬреА рджреВрд░реА рдмрдирд╛рддреЗ рд╣реИ
рд╡реЛ рддреЛ рдЕрдкрдиреЗ рдЦреЬреЗ рд╣реИрдВ, рдЦрдВрдЬрд░ рд▓рд┐рдП рдирдЬрд░ рдЖрддреЗ рд╣реИ
рд╕рдкрдиреЗ рд╣реИ рдмреЬреЗ рдкрд░ рдкрд░ рдЯреВрдЯрдирд╛ рд▓рдЧрддрд╛ рд╣реИ рдЕрдм рдЗрдирдХрд╛ рднреА
рдХреНрдпрд╛ рдмреИрд░ рдХрд┐рд╕реА рд╕реЗ ,рдХрднреА рдХрднреА рддреЛрд╣ рдЦреБрдж рд╕реЗ рд╣реА рд╣рд╛рд░реЗ рдирдЬрд░ рдЖрддреЗ рд╣реИ
-
рдЦреЛрдирд╛ рдкреЬрд╛ рд╣реИ рд╕рдмрдХреБрдЫ рди рдЪрд╛рд╣рддреЗ рд╣реБрдП рднреА,рдЦреЛрдирд╛ рдЕрд╕рд╛рди рдХрд╣рд╛рдБ рд╣реИ
рдорддрд▓рдмреА рдирд┐рдХрд▓реА рд╣реИ рд░реА рдпреЗ рджреБрдирд┐рдпрд╛рдВ,рдХреИрд╕реЗ рдХрд╣реВрдВ рдпреЗ рдЕрдкрдирд╛ рдЬрд╣рд╛рди рдХрд╣рд╛рдБ рд╣реИ-