Wo pal bhi kitna mujhe pyara tha,
Jab hatho ko tumhara sahara tha..
Wo sapana Jo aksar sach lagta hai,
Aaj wo waqt mujhe sapna lgta hai.
-
Wo pal bhi kitna mujhe pyara tha,
Jab hatho ko tumhara sahara tha..
Wo sapana Jo aksar sach lagta hai,
Aaj wo waqt mujhe sapna lgta hai.
-
Wo pal bhi kitna mujhe pyara tha,
Jab hatho ko tumhara sahara tha..
Wo sapana Jo aksar sach lagta hai,
Aaj wo waqt mujhe sapna lgta hai.
-
Wo pal bhi kitna mujhe pyara tha,
Jab hatho ko tumhara sahara tha..
Wo sapana Jo aksar sach lagta hai,
Aaj wo waqt mujhe sapna lgta hai.
-
Thahra nahi mujhme wo,
Jo mera Kabhi gaurav tha,
Dekhti hu jab bhut apni,
Wo gujra huwa koi pal tha.....
Socha n tha kabhi aisa hoga,
praya tha jo kabhi apna hoga,
Jaise Waqt kabhi tha n mera,
Aaj wo waqt mera kaise hoga....
-
Yado se bhage phirte hai,
Wo bujdil hi hote hai,
Apni pahchan ko chhupa kar,
Puri jindagi gujar lete hai.
Chhut jata hai sabkuchh,
Rah jati sath wo yaden hai,
Pal pal ji lete hai un yadon me,
Puri jeevan yu hi kat jati hai.
-
Us mn ka kya kare,
Jo rishto ko na samjhe,
Mn hi to hai unka,
Jo farj ka marm n samjhe!!
Gujar di apni jeevan,
Sichne me jinki duniya,
Un nasamjho ka kya,
Jo apno ka dard na samjhe!!
-
Every thing in the universe
is beautiful, It depends how
you look at them.-
Parivartan ka ahsas sambhav hota hai,
Jab purane man me aadhunikta ata hai
Man me parivartan sambhav hota hai,
Jab jindagi me koi nayi prakash ata hai.-
Tumhara pas hona, ek sukhad ahsas hai,
Safar kat jayegi yuhi, jab tumhara sath hai.
Wo nanhi sararte bachpan ki, taji Aaj hai,
Teri muskan hi meri jindagi ki arman hai.-