Main kisi dar se bahar nahin jata
Jab tak vah shaksh man nahin jata
Aey Hakim tu mujhko ek baat bata
mujhe dava Lene per bhi aaram kyon nahin hota
-
Aise kaise mujhse koi bhi kuchh bhi kah sakta hai
Mera lahu Pani ke sath Bah sakta hai
Aur jaani kaise jagah dedu usko apne dil mein
Jisne sath Diya Hai vah jahar bhi de sakta hai-
Dekho yaar Deewar mein darar a Rahi hai
Yani Ghar se koi baat bahar ja rahi hai
Sab kuch malum kar chuka hoon uske Aashiq se
Yah kaisi aurat hai ab bhi jhuthi kasme khai ja rahi hai
-
Bas ek aisi bat se dil ro Raha hai
Jo nhi chata tha ab wahi ho Raha hai
Socha tha ki Rani bana kar rahunga
Ab har koi ata jata uski baho me so Raha hai-
Banaya hua Mera kam to dikhta Hai
Yah rutha hua Mera jaam to dikhta Hai
Mil chuka hai ek hansta khelta Insan mujhko
Usmein tu nahin Magar Tera Naam to dikhta Hai-
Ger log jab pas ane lagte hai
Fir se hum ghabrane lagte hai
Yaad a jata hai Bita hua vo dard
Fir hum apni maa ke sirhane lagte hai
-
अनजाने लोग दिल मेंरा कुछ इस तरह तोड़ देते हैं
पकडते है हाथ मेरा और रास्ते में छोड़ देते हैं।
-
उसने इस तरह इज़ाज़त उछाल राखी है ,
बाप की पगड़ी पेरो में डाल रखी है !-
जो होते है मशहूर वो ही बदनाम होते है,
इश्क के अलावा भी हमें कइ काम होते है,
मुझको ऐसे ही परखा मत कीजिए जाना,
दोखा देने वाले इंसान भी आम होते !-