6 JAN 2024 AT 1:40

usne kaha.. ki shayad khuda ko yhi manjur tha..
ki hum sath na ho..
Aur khuda ne kaha, ki mai to maan jata..
magar usne tujhe manga hi nhi. .. …

- Deep