kuch khawaishe aaj khawaishe hi reh gai..
dekhte dekhte.. wo kahani aaj adhuri reh gai
tammna tha ki unhe chandani raat me, chand ke sath dekhu
par dekhte dekhte.. wo raat bhi adhuri reh gai. .. …
-
chalo aaj unko sukoon mila,
ki aaj unko zindagi ka sara sukh mila..
hum to bewajah hi badnam the unke naam se,
ki dunia bhar ka pyar unko mila, aur adhura rahne ka baddua mujhko mila. .. …
-
naa umar mila, na ishq mila
naa tanhai mila, na sakoon mila
mila to bs ye kali raate aur kuch adhure sapne. .. …-
ladhki gai.. socha dost sambhalega
Dost gya.. sochaa sach sambhalega..
sach gya.. ab wakt sambhal raha. .. …-
My only fault was that i stayed.
i stayed there after the rejection
and murdered my self respect. .. …-
the more you go deeper, the more you found yourself treated as granted. .. …
-
ek jeeta jagta ghar ujad gaya..
ki ek sapno ka mahal beh gaya..
ek parinda akele pad gaya aur sapno ke sagar me doob gaya
ki ek adhura reh gaya.. hasta khelta shehar ujad gaya. .. …-
kuch yaade aur kuch khawaishe,
waise hi adhuri reh jati hai..
Jaise chand ki chamchamahat se wo phool,
aur shubah ke suraj se wo sitare. .. ...-
the hardest truth is
I have always been someone's option but never their priority. .. …-
Jaa maine maan liya.. jo tujhe apna keh sku wo kasur mera tha
Jo kasme khai thi tere sath rehne ka.. wo irada mera tha
Jaa maine maan liya, tujhe dil se chah sku wo gurur mera tha
Jo irada zindagi bhar sath nibhane ka tha, wo sapna mera tha
Jaa maine maan liya, tujhe tut kar chah sku wo pagalpan bhi mera tha. .. …-