Jo chain unhe milta tha hume pakar ..........
Wo kho diya humne sayad unhe beinteha chahkar.....
Ab maut k rasto ka Musafir hu...... zindgi mujhe raas nhi aati unhe apnakar.-
Galo pe ludhkta pani hmesha aansu nhi hote.....
Ye wo lafz ho sakte hai....jinko kagaz naseeb nhi hua.-
Mai jab jab roya hu tab tab mai chain se soya hu......kyunki drd me mujhe aram nhi milta ......kabhi kabhi rokar bhi wo insan nhi milta.
-
एक रात थी जो ढ़ली नहीं
एक चाँद था जो रहा छिपा
कोई जुस्तजूँ जो रही हरदम
कोई खो गया जो मिला नहीं
एक धड़कन जो महक गयी
एक ख़्वाहिश जो हुई नहीं
एक लहर जो उठी नहीं
एक साहिल जो मिला नहीं
एक दर्द था जो बेदर्द रहा
एक गम था जो रह रह उठा
एक ख़ामोशी जो बोल उठी
एक लफ्ज़ था जो चुप रहा
कोई ख़्वाब जो सोया नहीं
कोई सोया हुआ जागा नहीं
कोई कश्मकश रही हरदम
कोई मिल के भी मिला नहीं !-
Dil ki peer ki wo kya samjhe jisne dil se hi khela ho.....
Wo peeer fakir se pucho.....jo mele me akela ho.
-
Ye jo khamosh se alfaz likhe hai na padhna kabhi dhyan se......
Ye chikhte kamaal k hai .-
Likhna hume bhi bahut aata hai.......
Par jaha humari khamoshi koi na sun sake wo hmare lafz kya samjh payenge.-
Unko kahan fark padta h meri kasamo ka.......
Ye waqt aisa hai meri aehmiyat bhi unhe fizul lgti hai.-
Khama kha gunaho ka daur chalu hai.....
Marne k liy hathiyaro ki nhi lafzo ka war hi kafi hai.-