Is dil ki hay zaboon halat
Isy lehjon sy hilain mat
Main pehlay sy hun aab_deda
Ab ap mujhy satain mat-
جوں ہی سورج ڈھلا میں تنہائی کی عیادت کے لئے گیا
سنا تھا داؤد کے بعد تنہائی بہت بیمار ہے
-
Main halat dil bhe batoon kesay
Itna azeez hy wo usy azmoan kesay
Darta hy wo imtehan denay sy
Usy muhabbat main laoon kesay
Har lamha hy dard bhari sadi
Khushi ka geet ginginaon kesay
Har saf main hy har shaks usi main mubtala us shaks ko is bheer sy bahar laoon tu kesay-
Sabar bi rakhna hy waqt bi kam hy
Khush bi rehna hy aziz bhe ghum hy
Kuch samajh nahii ah raha
Zindagi bhe km hy
Khush reh bi lain tu kitna
Tujh sy bicharny ka bi gham hy
Ajab waqt aya hy tum par dawood
Har raat teri ankhain num hain
-
Dil diya hy tumhain kuch man tu rakhna
Baghawat na karna eman tu rakhna
Dard itna dena k dil na totay
Mary hamnashen itna dhayan tu rakhna
Tera nam suntay he koi ghair tujhy na dekhy khud main itna sa mera nam tu rakhna-
Ik shor aya shahry dil sy
In ankhon main chupa hy raaz kia?
Tunay pilaya hy jamy muhabbat
Ab meri faryad kia ?-
Yaad tu tb ay jb bhool jain hum
Tarsty tu hum bhe hain mulaqat ko pr milnay nahii detay teray sitam
-
Maney jb aina dil ka dekha
Siwa akas k teray kuch na dekha
Ton mojood hy meri yadon ki mehfil ma
Har mehfil main jam teri ulfat ka dekha
Yaar tun tu humdum na nikla mera
Maney tujh ko har dam khud sy nikalty dekha
Teri taqdeer k har ik hissay main
Maney khud ko musafir dekha
Aur kia batoon muhabbat ka fasana dawood hum ny muhabbat k pardy main nafrat ka thikana dekha-