Mere khayalat
Na jane kaisa zamana aaya hai Murshad
Bharosa, Ishq, pyar, mohobbat ummidein wafa
Reh gaya hai bass logon ke alfazon me
Khate hai kasmein karte hai wade
Kehte hain khana khaya waqt pe khaya karo
Rona nhi mujhe bhi rulaogi kya
Bass yahi sab baaton me uljhaogi kya
Aao kuch mahool banate hai
Aaao kartein hai kuch pyar ki batein
Tum mai or humari raatein....
Mat karna yaqeen en sab baaton pe
Mard hoga to nikah karke ezzat se apnayega
Jism se tumhare apna man nhi behlayega
-