Thode se naam ke lie, bhut saare kaam krne padte hai
-
Like Share & Follow π
Connect with... read more
Mai jo tera kuch bhi nahi lagta, tere bina preshan rhta hu,
Tu jo meri sb kuch hai, meri bina khush hai-
Us se din me ek baar baat hona jaruri hai.
Usko jab tk na btau, meri har ek baat adhuri hai.
Us se kehne se hoti meri hr ek baat puri hai
Kyu ki us se din me ek baar baat hona jaruri hi.
Jab tk mai ye na keh du na ki pta hai aaj kya hua, aisa lagta hai kuch baki sa hai.
Qki uske bad mai jisne din me kisi se kuch nahi kha, apne din ki har ek baat ko apne dil me leke tumhare pass aata hu or tumse sb kuch keh deta hu
Ki kya acha hua kya bura hua aaj.
Qki us se din me ek bar baat hona jaruri hai-
Aj tumse kehna hai ki mai tumhare lie payal le aaunga..
Thode thode paise jod kr, apne kuch shok ko chord kr, jb tumse milne aaunga mai tumhare lie payal le aaunga
Tum usko peh'nana jarur, or jb usko pehn kr chlogi ..
Uski chann chann s mai sangeet k 7 sur bhul jaunga.
Mai jb tumse milne aaunga tumhare lie payal le aaunga
Tumhare paav me bandh kr payal b mukkamal ho jaegiii
Ye din b na jane kismat kb leke aaegiii..
Aj tumse kehna hai ki mai tumhare lie payal le aaunga..
Thode thode paise jod kr, apne kuch shok ko chord kr, jb tumse milne aaunga mai tumhare lie payal le aaunga..-
Aj tumse kehna hai ki mai tumhare lie payal le aaunga..
Thode thode paise jod kr, apne kuch shok ko chord kr, jb tumse milne aaunga mai tumhare lie payal le aaunga..
Tumhe apne pass me baitha kr tumhe apne hath'0 s payal pehnauga .
Tb tk kaise mai apne ko rok paunga.
Mai tumhare lie payal le aaunga
Aj tumse kehna hai ki mai tumhare lie payal le aaunga
Thode thode paise jod kr, apne kuch shok ko chord kr, jb tumse milne aaunga mai tumhare lie payal le aaunga..-
Mai lgta madhosh, pr mjhe abhi sb hosh hai,,!!
Mere mann m bhut kuch hai, pr meri kalam abhi khamosh hai
Kehna sbse bhut kuch hai, pr kisi se kuch khna b nahi hai,
Mere mann m bhut kuch hai, pr meri kalam abhi khamosh hai..
-
Someone: What makes you said?
Me: Bcos people now_a_days treat animal as family, family as outsiders and outsiders as animal
-
Someone: who is most wrong in this world?
Me: The one who tries to do everything right.-
Bhut mudd'atto baad aya hai ye dinπ aaj wo mjhse milne aai haiπ
Meri aankho m hai pyaarπ uske m sachhai haiβΊ
bhut kuch khna hai usse pr ek khamoshi si chai hai π aaj wo mjhse milne aai hai π
-