सफ़र तो खूबसूरत ही था
मंजिल का आगाज़ पता नही था
मैंने जिसके इंतजार में थी
वो ही बस मेरा ना था
मैं अब उसे बोलती तो बोलती
भी कैसे अब उसपे मेरा कोई
हक़ भी तो नहीं था-
एक लड़की की दुनियां
उसी दिन खत्म हो जाती है
जिस दिन उसकी मां उसकी
दुनियां से चली जाती है
कहते लोग मैं मां जैसी हूं
पर मां जैसी होती है मां
नहीं होती है
लोग कितना भी कह ले
अपने और परायों में
फर्क करते हैं-
सब कहते है
रिश्तों में सब का हक़ एक होता है
फिर एक बहन को भाई से सवाल
करने का हक़ क्यों नही होता ?
भाई हाथ भी उठा दे तो कुछ नहीं होता
बहन को हाथ रुकने का हक़ क्यों नहीं होता?
बहन भाई की पसंद से शादी करे तो फिर
भाई भी बहन की पसंद से शादी करे
बहन को ये हक़ क्यों नहीं होता ?-
Ek baar wo keh kr dekhta to sahi
Koi or aaya hain zindagi mein
Tum ache to lgte ho par ab phle
Jaisi baat nhi .
Smjhna thora mushkil hota
Par wo smjh kar dekhte to sahi
Sambhala khud to mushkil hota par
Ek baar wo keh kr dekhta to sahi
Aisi pal pal marta rah wo
Gairon Ki tarah krta rah wo
Apne sach ko chupane ke
Liye kitne jhooth bolta rah wo
Ek baar wo keh kr dekhta to sahi-
मैं ढूंढ के लता वो चेहरा
अगर कोई चेहरा मेरी
मां के जैसा होता
मगर पत्थर में
कभी खुदा नहीं होता-
बहुत अजीब है जिंदगी का सिलसिला
लोग अपनों को छोड़ कर
परायों के एक दम अपने हो जाते है-
Mohabbat ek aisi cheez hai
Agar insan ko apne best friend
Se bhi mohabbat ho jaye to insan use bhi
Pareshaan ho jayega-
She ...Hey kaise ho tum
He .thik hoon
She.. kuchh kehna hai tumse
He ... tumhari baatein kbhi khatm
Nhi hoti hai pareshaan ho
Gaya hoon tumse aur tumhari
Baaton se
She ..main to hamesha se aisi hi thi
Phle to kbhi pareshan nhi hote
The ab kyun ?
He...Hamesha tumse pareshaan tha
Kehta nhi tha
She ... kyun
He ...us waqt mere pass krne ke liye
Kuchh nhi tha ek dam khali insan
Tha main koi time pass khoj raha
Tha kismat se tum mil gayi but
Mera interest khatm ho chuka hai
Yeh baat tum smjh nhi rhi ho
She ...waqt lagta hai smjhne aur
Samjhane mein Thank you
He... thank you kyun ?
She ...sach kehne ke liye sach kehna
Mushkil hota hai ""mushkil
Kam insan se nhi hote hai-
Ek chehra bachapan mein
Kahi kho sa gaya
Dhundhati rahi uss chehre ko
Kahi mili hi nhi wo
Itni naraz ho gyi wo mujhse chod
Kahi chali gyi wo
Kaise jeena hai uske bina
Yeh bataye bina hi kahi chali gyi wo
Sab to the par uss jaisa koi nhi tha
Kb ek god takiya ban jayega pta na tha
Zindagi uske bina aadhuri
Si ho gyi
Jab dekhi piche mud kar uske bina
akeli si ho gyi
Tasvir mein to thi wo
Magar Haqeeqat mein Kahi chai gyi wo
Bachpan ka wo chehra
Aj bhi kahi mila nhi wo chehra
-
Mohtaaj nhi hai hum uske Mohabbat ke liye
Muntazir hai khuda ke Faisale ke liye-