Socha nhi tha yuh fass jayenge
Fase uss nashe jaha do shaqs hume mil jayenge
Murshad ab dil toh dono ne thoda thoda chura lia hai
Ab dil toh dono ne thoda thoda chura lia hai
Ab jayenge bhi toh hum kaha jayenge
-
Khudgarz bane humdard bane
Jo dil ne kaha hum sab bane
Dil jodkar phir todkar
Shayar bane kayar bane
-
Kisi ne pucha mujhse
Kya ishq se bhi behtar koi cheez taqleef deti hai
Humne kaha jaao pehle kisi ki aadat bannke aao-
Ye jabse tumhara chehra aaya hai mere aakhon ke samne
Phir mudkar koi chehra chehre jaise nhi laga-
Haal-e-dil na pucha hamara ek baar bhi
Ab tum bas apni mauj batate ho
Ye jo aaj kal aakhein churate ho
Sahib or kya kya chipaate ho
-
Khel me maahir nikle tum
Tumhe jeet mubarak
Uske badle hume hamara dil lauta do-
Dil ki kya baat kare
Hum dheere dheere dhalte rahe tere ishq me
Tune chaha hi nhi chahne walo ki tarah-
Badle nahi hai hum
Bas thode shant hogye hai
Ab ladne ke waqt bhi muskura diya karte hai
Koi na sune hamari to khud ko hi baatein suna diye karte hai
Rona aata hai par aasu gira nahi paate hai
Kahi nahi gaye
Bas yahi kahi kho gaye hai
Badle nahi hai hum
Bas thoda shant hogye hai
Zubaani shabd sab samjh jate hai
Mere mann ke shabd aaj bhi sabse anjaan hai
Meri aakhon ki hasi sabko pyaari lagti hai
Mere aakhon ke gum undekhe reh jate hai
— % &Mann mera saccha
Bas zubaan ke kharab reh gaye hai
Badle nahi hai hum
Bas thoda shant hogye hai
— % &-
दोस्त दी की गल करा मेरा दोस्ताना किना मशहूर होया
इक इक करके हर एक यार मेरा दूर होया
जिस शीशे विच यार नु वेखेया ओवी टूट के चूर होया
हुं मन मेरा ये यार दे शब्द तो सेहम जांदा है
जिंदगी दा मतलब इक यार ही सिखांदा है-
Jo mera veham tha
Ab nhi khul sakegi zubaan hamari
Jo mera veham tha
Ab nhi khul sakegi zubaan hamari
Phir huya wahi
Jaha jhut lagne lagi thi baat tumhari-