Kisi bi vyakti ka karyh uske karam pe adarith hota hai...
Paranthu kisi vaykti ka prem bhav sadev vapsi mai prem nai dilata isliye sadev prem bhav k sath apna atmh saman ka khayal hume svayam hi karna padta h waqt aane pe uske liye ladna b padta hai....
Prem bhate aur prem se sadev rahe parnthu jab prem mai kisi se dukh mile toh kudh se prem kare...
Shree krishn bhati sadev smran kar bole Radhe Radhe ......❤🙏
Kabi kabar bin kahe samjh liya karo, dur khade dekhu tumhe toh hath thame apne karib kar liya karo, waqt se dur sahi kabi be waqt mulakat kar ish duri ko kam kar diya karo, tumhare sath chalna har raah pe buss ek baar apne hatho mai mera hath kass k pakad liya karo meri jaan buss kabi kabar bin kahe samjh liya karo......
Derh sahi dost lauth aaya hai, Derh sahi dost lauth aaya hai, Duri ne unse mohobaat ka aesas dilaya hai, Hey waqt tune sabrh toh rakhna sikha diya, Par ish mohobaat ka kya kare jo sabrh mai, Besabrh hoo kar unki aur baghe jaa raha hai....