Yeh roshni aur chamak ko paane ki aas mai
Kaha kha tak joage
Thak jaoge aur dharakton k paas jaoge
Humne kabhi izhar nhi kia
Apni toh mohhabat mudassar hai
Tune ghaav diye mere dost fr bhi
Apni chhaon se kbhi inkar nhi kia
-
तू जो अपना हाल बताने से कतराता है
मैं ठीक हूँ फ़ोन रखो करके हमे बहलाता है
मसला ये है जो तेरे आसपास ये चारा साज़ों का हुजूम है
वो मुझे हर पल बीमार कर जाता है
चारु बिष्ट
-
Tu jo apna haal btane se Katrata hai
Mai theek hun phone rakho kr k humey Behlata hai
Masla yeh h jo tere aas paas yeh chaara saazon ka huzum hai
Vo mujhey har pal Bimar Kar jaata hai
-
Haan mujhse pucho
Mai bhi hoon
Tumhara ek saaya mai bhi hun
Be waqt ,yaad karte ho mujhko
In raaton mai
Haan us Andhere mai Roshani jo laya mai hi hun
-
Roz sajde mai yeh haath uth tey hain
Unki baaton mai kayee raaz roz uth tey hai
Mai hi hun jo ,ek roz unhe phone karta hun
Unke toh is phone say door haath uthe hai
-
Shaam ka diya jale
Mere dil ka ek kona jale
Tu chale mai chalun
Teri yaadon ka daur chale
Mukhtaib hona mujhey is roshni mai
Aur fir is raat mai in Ashkon ka diya jale-
Koi hmse kahe ki ki for vo hi baat hogi
Patjhad k baad fr nai shuruwat hogi
Tum kitna bhi smjha lo dil ko mere dost
Dekh lena fir se vo hi tanha raatein saath hongi
-
The moon ,stars
Every thing that is far
Misses you like anything
That's why they tell me to write
About you-
In the world of darkness
Be the reason someone smiles
Be the light that the world needs-