कुछ दोस्ती नादान ही सही,
जहा कुछ हँसी बरकरार तो है
कुछ दोस्ती बेगरज ही सही,
जहा अधूरी ख्वाइश भी
बिना माँगे, कुबूल है
जो साथ तो नही,
पर एहसास जरूर है
जहा आशियाना हो न हो,
सहारा जरूर है
कुछ दोस्ती मासूम ही सही,
जहा रूठने का डर नही
क्योंकि मनाने वाले धड़कन तक जीत लेते है
जहा यारी का तो पता नही
पर ज़िन्दगी पूरी जी लेते है!!!-
रोशन करने सपनो को, नींदों को राख करना पड़ता है,
मेहनत की चिंगारी में, हर रोज जलना पड़ता है।
नही होती सफलता हर एक के बस की बात,
मंज़िल को पाने के लिए, उस काबिल बनना पड़ता है।-
तू कितनी भी राहे भटक जाए,
हर शुरुआत तो तेरी सुबह से ही होना है;
लौट तो तू अंधेरे से भी सकता है,
अगर अपनी मंजिल के लिए जगता है।-
Dekho aaj yeh kya ho gaya,
Bachpan ka khilauna thoda tut sa gaya
Tutne ki wajah puchi,
Toh bhai hi bhai ka bairi ho gaya!!-
Manzil ko paa lena kisi waqt ki meherbani nahi hoti,
Kuch junoon, kuch iraadon ki taqat hoti hai,
Yun hi kisi ki safalta ki gunj itni uchi nahi hoti-
Koi jazbaat chupata hai,
Koi halaat chupata hai
Yaha har koi apne zindagi ke kuch panne,
Aansuo se bhigata hai!-
BACHPAN
Na saazisho ki bandagi thi,
Na khwaisho ka mahal tha,
Na gum ko chupane,
kisi chehre pe chehra hua karta tha
Khulkar jeena aur hasna jaha tha,
Khushi ko jaha naapa nahi jiya jaata tha,
Yahi toh shayad bachpan hua karta tha!-
Kuch baatein aaj adhuri chut jaane do
Ab dil k darmiyan kuch khwaab sajaane do
Waqt do un lamho k yaado ko
Jinme jindagi jee liya karte the pal bhar mein
Yaad karo un logo ki baahon ko
Jinme hum haste aur ro bhi sakte the
Kuch baate aaj khud se iss tarah bhi ho unn tute rishto k baare mein, kuch tute sapno k baare mein,
Ki phirr kabhi inpe ladna na pade khudse
Kuch baatein aaj adhuri chut jaane do
Kyu na phirse aaj thodi khudse mulaqat ho!!!-
हैं खामोश आज रात,
क्यो न कुछ बातें तारों के साथ हो जाए;
चाँद को देख कर मुस्कुराते तो है सभी,
क्यों न कुछ हँसी आज तारो की भी सुन ली जाए!!-
Apne gamo ko aansu mein mat dhalne dena,
Agar dhal jaaye toh hasi se chupa lena
Tumhare aansu duniya k liye sach ho jruri nhi
Agar hote, toh tum aaj sabk liye mazaak bante nhi-