Iss duniya ki sabse chhota or khubsurat naam... ??
MAAβ€-
Pata nahi aisa kya ho gaya...
Jo sabse karib tha...
Ajj usse durr koi na raha... π₯Ίπ₯Ίπ₯Ί-
Pehli baar mohabbat ki hu tujhse...
Ye jan liya kar...
Shak toh puri duniya karta hai meri jaan..!!
Tu apna hakk jataya kar.. β€-
Pata nahi kya jaadu hai unmein...
Din bhar din pyaar badhti hi ja rahi hai....-
Ek hi toh darr thaa ...
Usse khone ka...
Or aaj...
Wo darr bhi khatm ho gaya... π-
Bhagwaan sree krishna kehte hai..
Wakt har wakt ko badal deta hai...
Kebal....
Wakt ko toda wakt to dijiye... π
πππ² ππ«ππ ππ«π’π¬π‘π§π-
Kanha kaas tu mere paas hota..
Rota hua mujhe dekh kar hath pakad leta..
Or kehta............
Tu ro q rahi hai.. Main hu na...
πππ-
Jo darr tha wo ho gaya....
Ham dost samjhe.... π
Or usse pyaar ho gaya.... π₯Ί-
Koi har baar good bye bola karta tha....
Ajj sach me durr ho gaya.... π₯Ί-