Chaar jagah mooh maar k bharosa todne Wali se sao gunah behtar hai, paise lekar imandari se jarurat puri karne Wali.
-
Agar dar dar k zindagi jaiyenge to zindagi var darte rahenhe. So, darne ka nai. Khul k jeene ka. Kya...
-
Ek baat batani thi, Agar ladkiya samajhdar hain to ladke v bohot sarif hote hain. Kya hi bataye. 😉
-
Naam ki dosti hame nahi chaiye janab.
Agar apke paas time nahi hai, to hamara v waqt ka ghada var chuka hai. Kripya aap apna rasta naap le or chalte bane.-
Agar swarth wala pyar hota, to wo Tihar mein hota, dil se mahabhat thi islie maine jane diya.
-
Pata hai maine usko khone k baad kya paya? Jab wo mujhe tadapte taraste, behaal halat mein chhor k chala gaya?
Ek lamba sangharsh, ik lambi khamoshi or akele rehkar muskurana.
Jate jate nafrat de kar v khud se pyar karna sikha kar chala gaya wo shaksh....-
Kya batau dost,
Mard to mard hota hi hai.
Wo v auro ki Tarah toot jata hai,
Bas wo bata nahi pata, ro nahi pata,
Khudko Sambhal nahi pata.
Bas chup ho jata hai, saant ho jata hai.
Jaise saant behte hue jharne ka pani bina awaz ke...
-