Umda guzar Rahe hain din unke
Jo kaha Kartey they hmare bin
Wo Kuch bhi nahi
Mohhabat ke naam par kitna dikhawa Kiya jata hai
Farebi Ishq aj bhi kiya jata hai
-
Entrepreneur
Student 😊
Be a positive thinker😇😇
Traveller💚
Instagram 👇👇 read more
Kuch likhta hoon
Kuch chipata hoon
Poora na padh le koi mujhe
Esliye chup ho jata hoon
-
Haar ko nakam kiya karte hain
Hum din raat sapno se lada karte hain
Apne sapne ko sach karne ke liye
Har koshish hum kia karte hain-
Keh do un uchaiyon se unse datkar khada hu mai
Ae manzil tujhe paney ke liye kai bar girkar bhi
Firse khada hu mai-
Jo dhoond lo mujhe tum un jhooth ke andhero mai wo sach hu mai
Jo keh do mujhe un sapno ka sach hona wo haqeeqat hoon mai
Jo chal pado kubhsurat raston pr apne bhaari kandho ke sath wo manzil hu mai
Jo adhurey panno ko pura likh do wo kavita hu mai
Jo jheel kinarey baithey raho gun gunatey raho wo sangeet hu mai
Jo raat mai jagey raho aur un taron ko ek tak dekha kro wo badal hoon mai
Jis bhi kahani se gujro us kahani ka hissa hoon mai
Kya pata kitne adhure panno ka kissa hoon mai-
मेरे पिताजी अक्सर कहा करते हैं
चरित्रवान जिस दिन बन जाओगे
उस दिन हर मंजिल को पार कर जाओगे-
शाम ढलते घाट किनारे
मैं ढलते हुए सूरज को देखा करूंगी
सूरज जब ढले जाए तो
एक चुस्की चाय की लिया करूंगी
जब चाय खत्म हो जाए तो
एक दफा राज कपूर जी के
गाने गंगा किनारे बैठकर सुन लिया करूंगी
थोड़ा मुस्करा लिया करूंगी
उनके गानों को थोड़ा गुन गुना लिया करूंगी
जो रात हो जाए तो बस उस चांद को
देखकर आह भर लिया करूंगी।
-
The Veracity of this world is
That strangers appreciates us more 🤗
Than the Acquaintances around us
So chill and let them whisper more👍
-
Wo kehtey hain aksar humse
Ki hum unko bhool gaye
Arey koi humko bhi yaad dilaye
Ki hum toh ab khudko hi bhul gaye
Jo baitha kartey they doston ki mehfil mai kbhi
Wo ab khudse batein Kiya kartein hain
-