Gyan dene wale shakshar hume banate hai,
Jab girte hai hum haar kar to jeevan kya hai samjhate hai,
Jeevan ke har andhere par roshni hume dikhate hai,
Saare rashte band hone par naya rashta dikhlaate hai,
Satya aur asatya ki pahechaan hume karna sikhate hai,
Aase mahan vyakti he to shikshak guru kahelate hai...
HAPPY TEACHER'S DAY.. ❤-
Sketcher💗
mahendi artist
yoga instructor
{ Helping other people can be a cure,
Not j... read more
Dimag ki aarjoo hai dil ko tawajjo na di jaye
Dil hai ki dimag ka kaha bhi maan leta hai
Dono ki takrar me kya hasil hua
Dimag sirf saleeke se jeena , par dil sab sikha deta hai.-
When there is no one is with you
REMEMBER
Your MOM and DAD is alwys with you.-
She didn't know
Who WoUld LEAVE Or STAY.
So sHe PuShED tHEm ALL Away.-
Maa jaanti hai meri ek muskurahat meri nanni se jaan ko khush kara deti hai.
Chot lagne par mera chand - mera tara kahe kahe kar vo mujhe chup kara deti hai.
Khana na khane par ek haath se roti to dushre haath se pitai lagati hai.
Vo sirf maa hoti hai jo aaina mai mujhe he mujhse milvaati hai.
"Vo sirf maa hoti hai jo hosla dekar mujhe kadha hona sikhati hai ,
Vo sirf maa hoti hai jo hosla dekar mujhe padhna - likhna sikhati hai ".-
When you're not happy from inside
And
Show to be happy from outside.-
Miss you
Jindagi bhi kya kya dikha gyi is choti se umar mai.
Socha tha saath hoga hamesha unka
Par na jaane jindagi to kuch aur moodh dikha gyi .
jo dushro ko hasaya krte the ,
Aaj unka hasna bhi band hogya.
Vo awaaj jo neeche se bulaya krti thi hume,
aaj vo sunai deni bhi band hogyi .
Vo swadisht khana jo banaya krte the vo rasoi mai sabke liye,
aaj vo rasoi bhi khali hogyi.
Jiinko tha chote baccho se itna pyaar , laaya krte unke liye dhero saaara samaan , abb "vo laana bhi band hogya, vo laana bhi band hogya".
"Vo insaan he chale gye
Jo dushro ko khush kara krte the".
"Vo insaan he chale gye
Jo dushro ko khush kara krte the".
-
Samne se mumkeen nhi to kya,
Tarkeeb ab yeh lagata hu
Sone ke bahane he sahi,
Sapno mai he mein usee mil aata hu.
-