Kisi ne pucha pyar kya hai-
Mera jawab suniyega-
Pyar wo ehsas h
jo mehsus karata h ki aap kitne khaas hai,
Jo pane ki nahi dene ki chahat rakhta hai,
Jo bas use hmesa khus dekhna chahta hai,
Jo na sirf do logo ko jodta hai balki unhe ek banata hai,
Jaruri nahi har pyar mukamal ho kuch pyar dur ho ke bhi beintehah kiya jata hai...
-