जो इल्ज़ाम बाक़ी रह जाए वो एक
कागज़ पर लिखकर,
मेरी जलती चिता के साथ देना।
और तब भी सुकून ना मिले तुम्हारे दिल को,
तो हर शाम अपने यारों की महफ़िल में
मुझ पर एक बार
"धोखेबाज़ थी मैं" इल्ज़ाम लगा देना।
-
जीते जीते मौत का हुनर हमने मोहब्बत में सीखा।
बेहिसाब मोहब्बत की, तो वो मुझसे ही परेशान हो गए।
एक रोज़ उन्हें कह दिया, "तुम और तुम्हारी मोहब्बत झूठी है।"
मुझे मेरी ही नज़रों में नीलाम कर दिया।
-
Humse pucho mohabbat mein khona kya hai,
Jaan le kar bhi koi puche, hara kya hai.
Ek umar kaati jinki wafadari mein,
Woh kehte hai, "tum toh pagal ho, tumhara kya hai?"
Ek roz aaye, keh gaye mohabbat hai aapse,
Doosre roz bole, "nahi karte mohabbat, wo jazbaat mein keh diya."
Lafzon se dil mein khanjar daalna,
Yeh hunar toh koi unse seekhe.-
Jo tumhara jitna hai, tum bhi uske uthne hi raho,
Zyada dil ki ghulami mein, izzat ki nilammi ho jaati h.
Mohabbat jab hadd se badh jaye, toh bas badnaam hoti hai,
Dil ki qadr kam aur izzat ki nilami hoti hai-
Bhut fark hota h jaruri aur Jarurat main,
kabhi kabhi hum jarurat hote hai jaruri nahi.
Hamesha socha tha jaruri hai hum,
Waqt ne dikhaya ki bas zarurat hai hum.
Jaruri cheezon ki kadar bhi waqt se hi hoti hai.-
Meri maiyat par aao to waqt par aana,
Dafnane wale meri tarah intezaar nahi karenge.
Har pal tere intezaar mein guzar gaya zindagi ka,
Meri maiyat par aao, magar waqt ki narmiyan na bhoolna.
-
Mohabbat ki bheekh mangne ka dukh smajhte ho? Mangne per bhi na milne ka dukh smajhte ho?
Na umeed se dekhna kisi raah ka intezar smajhte ho?
Dil laga kar bhi bewafaai ka sila smajhte ho?
Apno ke beech tanha rehne ka dukh samajhte ho?
Jise sab kuch diya, usi se tootne ka dukh samajhte ho?-
Zamane bhar mein batt gaya waqt uska, hamare hisse main sirf intezaar aaya,
Uske har vaade mein thi bas chand khushbu, aur humein har baar gham ka izhaar aaya.-
Writing won't help, when it comes to writing letters to the grave of emotions.
-
I loved you in all the ways i could have, you ask me to let you go. I have let you go without a question because I promise to love you unconditionally.
from this side.
-